Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Deewaana hoon deewaana

Posted on: October 13, 2014


This article is written by Peevesie’s mom, a fellow enthusiast of Hindi movie music and a contributor to this blog. This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.

Ashok Kumar or Kumudlal Kunjilal Ganguly (his birth name) would have been 103 if he had been there. Born in 1911, in Bhagalpur Bengal presidency was a laboratory assistant at Bombay Talkies when he was offered a role in 1936 in Jeevan Nayya. Thus began his six-decade long career. Of course by the time I became aware of Ashok Kumar, the actor, he was past doing hero roles and into playing a father or grand father or some such character. But to give credit where due his name would always appear first in the title cards of all these movies. Whether it was the grandpa in “Anuraag”, “Anurodh”, “Khoobsurat” or many such movies. He was very charming in the brief role of Air Force officer in “Aradhana”. He was Vijay Anand’s “Jewel Thief” as well as Brij Sadanah’s “Raja” along with Pran as “Rana” in “Victoria No: 203”. After the 1973 hit Victoria No: 203 this pair was repeated many times.

On the day of the gangout, on my way back from the venue, my Peevesie asked a very valid question. Actually more than a question it was an observation which I have to agree with on giving it a lot of thought. These are her words— “I have seen that people of my generation love to hear songs from either their growing up years or current ones. But how is it that you and your age group relish songs of the late 40s, 50s and 60s.” I think her inference is not wrong. As I can see it, most of the people visiting the blog were kids and youngsters/ teenagers in the 65-75-85 period. And there are many in the group who think that Hindi fillum songs had hit a rock bottom during the 80s. So we gave up on them completely. So much so that we missed out on many melodies of that period. For example the songs of “Sohni-Mahiwal”, “Parinda” “Chandni’ “Lamhe” etc to name a few. So when we discover a few gems on the quest for rare songs to post in the blog we feel “are how did I miss it back then!!!?”

So to rectify matters I am presenting a song from our growing up years.

The song which I thought show cased a very endearing old man is from the 1976 movie “Ek Se Badhkar Ek”. It shows a very spirited Ashok Kumar singing in the voice of Mohd. Rafi in duet with Asha Bhonsle for Padma Khanna. Sharmila Tagore is seen disapproving the old man’s antics with Navin Nischol. There is also Deven Verma playing a Hawaldaar. This Qawwali is written by Verma Malik and Kalyanji Anandji are the music directors.

Video

Song-Deewana hoon deewaana deewaana tere naam ka (Ek Se Badhkar Ek)(1976) Singers-Rafi,Asha Bhonsle, Lyrics-Verma Malik, MD-Kalyanji Anandji
Male chorus
Female chorus

Lyrics

Aaaaa aaaaa
masti jo teri aankhon mein hai
woh nazaaron mein nahin
arre masti jo teri aankhon mein hai
wo nazaaron mein nahin
aag jo ishk mein hoti hai
woh angaaron mein nahin
tere siwa is aag ko
kaun bujha sakta hai ae ae
jo baat tujh mein hai ae
wo hazaaron mein nahin een
isliye to kehta hoon

deewaana hoon deewana
deewaana tere naam ka
deewaana hoon deewaana
deewaana tere naam ka
ik jalwa mujhko de de
de de
jalwa mujhko de de
jalwa jalwa mujhko de de
haan ik jalwa mujhko de de
tu pyaar bhare jaam ka
deewaana hoon deewaana
deewaana tere naam ka
deewaana hoon deewaana
deewaana tere naam ka

aaaaa aaaaaaa
aaa aa aa aa aa
main woh husn hoon
jiske jalwon se
wafaa darti hai
arre main woh husn hoon
jiske jalwon se
wafa darti hai
aur main wo bijli hoon
jisko chhoone se
fizaa darti hai
waqt hain abb bhi
laut ja
laut ja ee naadaaan
main woh gham-e-ishq hoon
jisko milne se kazaa aa darti hai
samjha mujhko
deewaana hai deewaana
yeh kaisa mere naam ka
deewaana hai deewaana
yeh kaisa mere naam ka
matlab jo nahin jaane

nahin jaane
woh nahin jaane

nahin nahin nahin jaane
nahin jaane
matlab jo nahin jaane
are ishq ke anjaam ka
deewana hai deewana
yeh kaisa mere naam ka

deewana hai deewana
yeh kaisa mere naam ka

arre aaya hoon teri mehfil mein
kuchh karke jaaunga
nahin khaali main jaaunga
ye daaman bhar ke jaaunga
aaya hoon teri mehfil mein
kuchh karke jaaunga
haan kuchh karke jaunga
nahin khali main januga ye daaman bhar ke jaunga
yeh daaman bhar ke jaunga
tamanna leke aaya hoon
tamanna leke aaya hoon
iraada karke aaya hoon
iraada karke aaya hoon
ya tujhko paa ke jaaunga aaa aaa aaa
ya tujhko paa ke jaunga
nahin to mar ke jaaungaa
kyunke
deewaana hoon deewana deewana tere naam ka
deewaana hoon deewana
deewaana tere naam ka

gustaakh ho gaya hai tu
tujhko khabar nahin hai
arre fariyaad mein ab teri
koi asar nahin hai
gustaakh ho gaya hai tu
tujhko khabar nahin hai

haan tujhko khabar nahin hai
fariyaad mein ab teri koi asar nahin hai
haan koi asar nahin hai
karle tu ab ibaadat
karle tu ab ibaadat
haathon mein tazbi lekar
haathon mein tazbi lekar
tu ishk kya karega aaa aaa aaa aaa
tu ishk kya karega
teri umar nahin hai
(giggle)
jaane de na
deewaana hai deewana yeh kaisa mere naam ka

deewana hain deewana yeh kaisa mere naam ka

tujhe rakha hai dil mein(aa ha)
dil ke chhaalon ki tarah
dil ke chhaalon ki tarah
tujhe samjha hai maine (aa he)
gaye saalon ki tarah aa he
gaye saalon ki tarah
maine chaaha hain tujho (aa ha)
chaahne waalon ki tarah
chaahne waalon ki tarah
jala ke rakh doongi (aa he)
main mashaalon ki tarah aa he
main mashaalon ki tarah
mere peeche pada hai
kyun tu sar pe chadha hain he
chala ja moonh chhupaake
samne kyu khada hai

main hoon tera deewaana (a ha)
tuhje lekar hai jana (aa ha)
chaahe roke ye dunia (aa ha)
chaahe roke ye zamaana (aa ha)
ya apni haar maan le
ya mera pyaar maan le
ya apni haar maan le ya mera pyaar maan le
agar jo bachna hai toone
mujhe dildaar maan le
mujhe dildaar maan le
mujhe dildaar maan le

4 Responses to "Deewaana hoon deewaana"

Our tributes to Ashok Kumar ji on his anniversary !
@ Peevesie’s Mom ji – thanks for introducing this song and nice post too.
I had not watched this movie, so do not remember much about it.
thanks !

Like

Thanks, Peevesie’s Mom Ji, for reviving fond memories.

Like

Thank you very much, Ma’am, for making me recall Dadamoni’s antics on the screen in this song.
Regards,
Avadh Lal

Like

video

Like

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18200 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18283

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1404
Total Number of movies covered=4947

Total visits so far

  • 16,430,201 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,007 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory