Aaj kisi se ho gayin aankhen chaar chaar chaar
Posted October 22, 2016
on:This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
“Gauna”(1950) was directed by Amiya Chakravorty for Jagat Pictures, Bombay. The movie had Usha Kiran, Anoop Kumar, Poornima, s Nazir, Kesri, Chaube, Indumati, Wasti etc in it.
One song (out of seven) from this movie have been discussed in the past.
Here is the second song from “Gauna”(1950) to appear in the blog. this song is sung by Narayan. Qamar Jalalabadi is the lyricist. Music is composed by Husnlal Bhagatram.
Only the audio of this song is available. I request our knowledgeable readers to throw light on the picturisation of this song as well as on the identity of the singer.
Audio
song-Aaj kisi se ho gayin aankhen chaar chaar chaar (Gauna)(1950) Singer-Narayan, Lyrics-Qamar Jalalabadi, MD-Husnlal Bhagatram
Lyrics
Aaj kisi se ho gayin aankhen
Aaj kisi se ho gayin aankhen
kya
chaar chaar chaar
ho raaja
chaar chaar chaar
ho raaja
chaar chaar chaar
Aaj kisi se ho gaya hamko
Aaj kisi se ho gaya hamko
kya
pyaar pyaar pyaar
ho raaja
pyaar pyaar pyaar
ho raaja
pyaar pyaar pyaar
kalua
baabuji haluwa
apne pitaaji se keh doonga
apni prem kahaani
apne pitaaji se keh doonga
apni prem kahaani
maata ji se ye keh doonga
maine chun li raani
maata ji se ye keh doonga
maine chun li raani
aaj hamaare ghar mein de do
aaj hamaare ghar mein de do
kya
taar taar taar
ho raaja
taar taar taar
ho raaja
taar taar taar
Aaj kisi se ho gayin aankhen
Aaj kisi se ho gayin aankhen
chaar chaar chaar
ho raaja
chaar chaar chaar
ho raaja
chaar chaar chaar
nazron hi nazron mein unse
pyaar ki baazi khele
nazron hi nazron mein unse
pyaar ki baazi khele
darr bhi aaya
sharm bhi aayi
phir bhi ham to khele
darr bhi aaya
sharm bhi aayi
phir bhi ham to khele
pehli hi baazi mein gaye ham
pehli hi baazi mein gaye ham
kya
haar haar haar
ho raaja
haar haar haar
ho raaja
haar haar haar
Aaj kisi se ho gayin aankhen
Aaj kisi se ho gayin aankhen
chaar chaar chaar
ho raaja
chaar chaar chaar
ho raaja
chaar chaar chaar
October 23, 2016 at 9:56 am
Narayan
Naino Ki Pyaali Se
with Geeta Dutt, Hanuman Prasad Gafil Harnalvi Rasili (1946)
Aawaz Chala Anjaam Chala
with Mukesh Hanuman Prasad Hanuman Prasad Rasili (1946)
Naazuk Si Dubli
S Mohinder Sehra (1948)
Maara Maara Firangi Tirangi Ne
with Vali Vasant Desai Narendra Sharma Uddhar (1949)
Dekhi Teri Duniya Aur Dekha
with Shamshad Begum S P Kalla Shyaam Ki Jogan (1957)
LikeLike