Yaad aayi aadhi raat ko
Posted on: February 1, 2010
“Kanhaiyya” (1959) is a movie that had some very nice songs in it. I have already posted two lovelly songs from this movie, viz “mujhe tumse kuchh bhi na chaahiye” and “ruk jaa o jaane waali ruk jaa”.
Here is yet another lovely song from this movie. Like the above mentioned songs, this song too is sung by Mukesh and it is picturised on Raj Kapoor. Shailendra is the lyricist and Shankar Jaikishan composed this song.
Audio
Video
Song-Yaad aayi aadhi raat ko (Kanhaiyya) (1959) Singer-Mukesh, Lyrics-Shailendra, MD-Shankar Jaikishan
Lyrics
yaad aayi aadhi raat ko,
yaad aayi aadhi raat ko,
kal raat ki taubaa
dil poochhtaa hai jhoom ke,
kis baat ki taubaa?
taubaa
yaad aayi aadhi raat ko
kal raat ki taubaa
dil poochhtaa hai jhoom ke,
kis baat ki taubaa?
marne bhi na denge mujhe,
dushman meri jaan ke
marne bhi na denge mujhe,
dushman meri jaan ke
har baat pe kahte hain ke,
kis baat ki taubaa?
yaad aayi aadhi raat ko
kal raat ki taubaa
dil poochhtaa hai jhoom ke,
kis baat ki taubaa?
saaqi mujhe batlaa to de,
munh pher ke mat hans
saaqi mujhe batlaa to de,
munh pher ke mat hans
peene mein agar theek to,
kis baat ki taubaa?
yaad aayi aadhi raat ko
kal raat ki taubaa
dil poochhtaa hai jhoom ke,
kis baat ki taubaa?
chaahat mein wafaa aur wo
mar mitne ki qasmein
chaahat mein wafaa aur wo
mar mitne ki qasmein
kyaa khwaab thaa bahke huye
jazbaat ki taubaa,
yaad aayi aadhi raat ko
kal raat ki taubaa
dil poochhtaa hai jhoom ke,
kis baat ki taubaa?
taubaa
yaad aayi aadhi raat ko
kal raat ki taubaa
kal raat ki taubaa




June 20, 2010 at 3:07 pm
Great idea, Atul, and great choices of songs!
Best Regards
guri
LikeLike