Archive for the ‘Aziz Naazaan songs’ Category
This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
Blog Day : |
4934 | Post No. : | 16777 |
“Trishna”(1978) was produced by G P Sippy and directed by Anil Ganguly for Sippy Films, Bombay. This “social” movie had Shashi Kapoor, Sanjeev Kumar, Rakhi, Bindu, Sujit Kumar, Dinesh Hingoo, Preeti Ganguly, Master Raju, Minu Chitnis, Preetam, Vikrant (Romeo), Adi Irani, M Hanif, Bilimoria etc. The movie also had special appearances by Aziz Naazaan, Jayshree T Uma Dhawan, Raza Murad and Dwara Divecha.
This movie was a quickie movie by G P Sippy, after their blockbuster “Sholay”(1975) while they were working on their next blockbuster project “Shaan”(1980).
The movie “Trishna”(1978) was not a movie that would appeal to the movie audiences of those days. And expectedly, the movie sank without a trace. I was one of the few moviegoers who actually watched this movie.
The movie had just three songs, as befits a “different” movie. Two songs from the movie have already been covered. Here are their details:-
Blog Post number | Song | Date of post | Singer (s) |
---|---|---|---|
6640 | Din ba din wo mere dil se | 14 September 2012 | Lata |
14819 | Pam para rum pum | 2 January 2019 | Kishore Kumar |
Here is the third and final song from “Trishna”(1978) to appear in the blog. The song is a qawwaali. It is sung by Aziz Naazaan and chorus. Indeewar is the lyricist. Music is composed by Kalyanji Anandji.
The song was picturised on Aziz Naazaan and others. Jayshree T and Uma Dhawan are the dancers. Sujeet kumar, Rakhee, Sanjeev Kumar, Bindu,Shashi Kapoor are also seen among the audience.
Lyrics weresent to me by Prakashchandra.
With this song, all the three songs of “Trishna”(1978) are covered in the blog and the movie thus joins the list of movies that have been YIPPEED in the blog.
Song-Husn waale kisi ke yaar nahin hote hain (Trishna)(1978) Singer-Aziz Naazaan, Lyrics-Indeewar, MD-Kalyanji Anandji
Chorus
Lyrics (Provided by Prakashchandra)
aa aa aa aa
aa aa aa aa
aa aa aa aa
aa aa aa aa
kya taareef karoon in haseenon ki
milte nahin alfaaz
ek haseen dhokha hota hai
inka har andaaz
em>ke kya taareef karoon in haseenon ki
milte nahin alfaaz
ek haseen dhokha hota hai
inka har andaaz
aa aa aa aa aa
dhokhe ko bhi dhokha de den
aise dhokhebaaz
jinse khaaya inse dhokha
wohi jaane ae ae ye raag
husn waale kisi ke yaar nahin hote hain
husn waale kisi ke yaar nahin hote hain
yaar ho bhi gaye to ye
wafaadar nahin hote hain
husn waale kisi ke yaar nahin hote hain
nahin hote nahin hote nahin hote hain
husn waale kisi ke yaar nahin hote hain
ye phoolon ki jo fitrat hai
haseenon ki wo aadat hai
haseenon ki wo aadat hai
ye phoolon ki wo fitrat hai
sabhi se muskuraate hain
sabhi se muskuraate hain
sitaaron ki to aadat hai
nazar sab se ladaate hain
nazar sab se ladaate hain
kisi bhi ek ka hona nahin aata
haseenon ko diya patthar ka dil
kudrat ne saare naazneenon ko
haan saare naazneenon ko
haan saare naazneenon ko
aa aa aa
aa aa aa aa
aa aa aa
apne haathon se rab ne sanwaara
de diya hai inhen husn saara
de diya hai inhen husn saara
wo kashish di ke hoti nahin kam
inka deewaana hai saara aalam
inka deewaana hai sara aalam
rang aur noor se bhar diya hai
karam kudrat ne in par kiya hai
karam kudrat ne in par kiya hai
karam kudrat ne in par kiya hai
ek murawwat na di
ek mohabbat na di
aur baaki to sab kuchh diya hai
aur baaki to sab kuchh diya hai
aur baaki to sab kuchh diya hai
aa aa aa aa aa
aa aa aa aa aa
aa aa aa aa
husn waale kisi ke yaar nahin hote hain
husn waale kisi ke yaar nahin hote hain
yaar ho bhi gaye to ye
wafaadaar nahin hote hain
husn waale kisi ke yaar nahin hote hain
nahin hote nahin hote nahin hote hain
husn waale kisi ke yaar nahin hote hain
usool inka nahin koi
karen jo bhi wo thhoda hai
karen jo bhi wo thhoda hai
koi yaadon mein rehta hai
kisi se naam joda hai
kisi se naam joda hai
ye apne ban ke bhi
ye to raha karte hain begaane
khuda inko na pahchaana
to banda kaise pehchaane
to banda kaise pehchaane
to banda kaise pehchaane
aa aa aa aa aa
aa aa aa aa aa
aa aa
gair ki baanhon mein jhool jaayen
saath barson ko yoon bhool jaayen
saath barson ka yoon bhool jaayen
ye iraade badalte hain kaise
jaise mausam badalta hai waise
jaise mausam badalta hai waise
inki ulfat mein har pal andesha
nahin rehte kisi ke hamesha
nahin rehte kisi ke hamesha
nahin rehte kisi ke hamesha
haseen jitna hai jo
bewafa utna wo
bewafaai haseenon ka pesha
bewafaai haseenon ka pesha
bewafaai haseenon ka pesha
aa aa aa aa aa
aa aa aa aa aa
aa aa aa aa aa
husn waale kisi ke yaar nahin hote hain
husn waale kisi ke yaar nahin hote hain
yaar ho bhi gaye to
ye wafaadaar nahin hote hain
husn waale kisi ke yaar nahin hote hain
nahin hote nahin hote nahin hote hain
husn waale kisi ke yaar nahin hote hain
Recent comments