Bujh gaye aashaa ke diye…badle rang jahaan ke
Posted on: July 19, 2009
I have posted a few songs from “Shikast”(1953) already. This movie had Dilip Kumar and Nalini Jaiwant in lead roles.
Here is another song from this movie.
It is a sad song sung by Lata and picturised on Nalini Jaiwant. Shailendra is the lyricist and Shankar Jaikishan composed the music.
song-Bujh gaye aasha ke diye..badle rang jahaan ke (Shikast) (1953) Singer-Lata, Lyrics-Shailendra, MD- Shankar Jaikishan
Lyrics
bujh gaye aashaa ke diye man andhiyaaraa hoye
lut gaye moti naaz ke seep bichaari roye
sab dushman ik jaan ke
sab dushman ik jaan ke
badle rang jahaan ke
badle rang jahaan ke
sab dushman ik jaan ke
sab dushman ik jaan ke
badle rang jahaan ke
badle rang jahaan ke
dekh andheri raat jiyarwaa kaanpe dar se
jhoome sankat ka baadarwaa garje barse
jaal bichhe toofan ke
jaal bichhe toofan ke
badle rang jahaan ke
badle rang jahaan ke
ghaayal hirni si ghabraaun gham ki maari
apnaa kaun pukaare jisko ablaa naari
nain band Bhagwaan ke
nain band Bhagwaan ke
badle rang jahaan ke
badle rang jahaan ke
sab dushman is jaan ke
sab dushman is jaan ke
badle rang jahaan ke
badle rang jahaan ke




July 17, 2019 at 10:32 am
LikeLike