Ham kathputle kaath ke
Posted on: July 20, 2009
I have posted a few songs from “Shikast” (1953) in the past. This movie had Dilip Kumar and Nalini Jaiwant in lead roles.
Here is a rare song from this movie. It is a bhajan which is sung by Hemant Kumar and picturised on a bit actor ( playing a sadhu) in a temple.
Shailendra is the lyricist and Shankar Jaikishan composed the music. This song is a philosophical song as well which likens human beings to puppets made of wood which is manipulated at will by the gods.
[
Song-Ham kathputle kaath ke (Shikast) (1953) Singer-Hemant Kumar, Lyrics- Shailendra, MD-Shankar Jaikishan
ham kathputle kaath ke
hamen tuu naach nachaaye
uunche aasan pe baith ke
apnaa dil bahlaaye
ham to hain khel khilaune
khelo ji bhar ke raam
dukh yaa sukh jo bhi chaaho
le lo ji bhar ke raam
khelo ji bhar ke raam
ham to hain khel khilaune
khelo ji bhar ke raam
dukh yaa sukh jo bhi chaaho
le lo ji bhar ke raam
khelo ji bhar ke raam
har pal chanchal man naache
har pal aashaa deewaani
har pal chanchal man naache
har pal aashaa deewaani
lekin har sapnaa toote
rah jaaye dard nishaani
lekin har sapnaa toote
rah jaaye dard nishaani
chhup chhup karni karte ho
dil me ghar kar ke raam
dukh yaa sukh jo bhi chaaho
le lo ji bhar ke raam
khelo ji bhar ke raam
ham to hain khel khilaune
khelo ji bhar ke raam
dukh yaa sukh jo bhi chaaho
le lo ji bhar ke raam
khelo ji bhar ke raam
ham to hain khel khilaune




Leave a comment