Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Jisko toone ghar samjha ye duniya musaafirkhaana hai

Posted on: November 2, 2012


“Surang” (1953) was a Rajkamal Production. It was produced and directed by V Shantaram. The movie had Ulhas, Shashikala, Vinod Kumar, K. Date, Vikas, Sheila Ramani, Chandrashekhar, Joginder etc in it.

Here is a philosophical song from this movie. It is sung by Manna Dey, Sulochana Kadam and chorus. Shewan Rizvi is the lyricist. Music is composed by Shivramkrishna.

I am not aware about any of the actors on whom this song is picturised. I request our knowledgeable readers to throw more light on the picturisation of this song.

Lyrics of this song were sent to me by Khyati Bhatt.


Song-Jisko toone ghar samjha ye duniya musaafirkhaana hai (Surang)(1953) Singers-Manna Dey, Sulochana Kadam, Lyrics-Shewan Rizvi, MD-Shivramkrishna
Chorus
Male chorus
Female chorus

Lyrics(Provided by Khyati Bhatt)

sone waale jaag zara
kyun samay suhaana khota hai
koi musaafir dera daale
ae ae ae ae ae
koi rukhsat hota hai

ha ha ha ha ha
ha ha ha ha ha
ha ha ha ha ha
ha ha ha ha ha

ha ha ha ha ha
ha ha ha ha ha
ha ha ha ha ha ha

ha ha ha ha ha

jisko toone ghar samjha
yeh duniya musaafir khaana hai
jisko toone ghar samjha
yeh duniya musaafir khaana hai

baari baari ik din sab ko
chhod ke ye ghar jaana hai
yeh duniya musaafir khaana hai
jisko toone ghar samjha
yeh duniya musaafir khaana hai

baari baari ik din sab ko
chhod ke ye ghar jaana hai
yeh duniya musaafir khaana hai
baari baari ik din sab ko
chhod ke ye ghar jaana hai
yeh duniya musaafir khaana hai
jisko toone ghar samjha
yeh duniya musaafir khaana hai

chaar dino ka jeevan leke
duniya mein tu aaya hai

duniya mein tu aaya hai
mitti ka tu putla hai
aur sheesh mahal banwaaya hai
aur sheesh mahal banwaaya hai
aa aa aa aa
aa aa aa aa

ye na soche ik din tujh ko
mitti mein mil jaana hai
deewaana hai deewaana hai
duniya musaafir khaana hai
jisko toone ghar samjha
yeh duniya musaafir khaana hai

thhodi der ka hai ye tamaasha
thhodi der ki hai ye bahaar

thhodi der ki hai ye bahaar
aandhi ke ik jhonke se
lut jaayega tera ye gulzaar
lut jaayega tera ye gulzaar
aa aa aa aa
yahin hamesha rehna hai tujh ko
toone agar ye jaana hai
deewaana hai deewaana hai
duniya musaafir khaana hai
jisko toone ghar samjha
yeh duniya musaafir khaana hai

dam hi dam ki duniya hai ye
dam ka kaun bharosa re

dam ka kaun bharosa re
ghadi ghadi ghadiyaal pukaare
gaafil hosh mein aaja re
aa aa aa aa
raste ko tu manzil samjhe
manzil se begaana hai
deewaana hai deewaana hai
duniya musaafir khaana hai
jisko toone ghar samjha
yeh duniya musaafir khaana hai

aa aa aa aa
aa aa aa aa
jisko toone ghar samjha
yeh duniya musaafir khaana hai
yeh duniya musaafir khaana hai
jisko toone ghar samjha
yeh duniya musaafir khaana hai

aa aa aa aa
aa aa aa aa
jisko toone ghar samjha
yeh duniya musaafir khaana hai
yeh duniya musaafir khaana hai
jisko toone ghar samjha
yeh duniya musaafir khaana hai
jisko toone ghar samjha
yeh duniya musaafir khaana hai
jisko toone ghar samjha
yeh duniya musaafir khaana hai

Leave a comment

Total visits so far

  • 17,707,891 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 1,952 other subscribers
Support the blog

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 July 2008

Active for more than 6000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory