Aana to sajni din ko aana
Posted on: June 27, 2016
This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
“Raaton Ka Raaja”(1970) was directed by Rajesh Nahta for Ranglok Pictures. The movie had Dheeraj Kumar, Vaishali, Jayshree T., Rajendranath, Shatrughan Sinha, Manorama, Haridranath, Chhattopadhyaya, Ganjan, Jagirdar, Jeevan etc in it.
The movie had Dheeraj Kumar playing the title role. He plays a James Bond kind of role in the movie. In addition, he gets to sing and dance as well in Rafi’s voice, something that James Bond can only dream of. 🙂
Two songs from “Raaton Ka Raaja”(1970) have been discussed in the past. Today (27 june 2016), on the occasion of R D Burman’s birth anniversary, here is a superb Rafi solo from the movie. This song is lip synced on screen by Dheeraj Kumar who is seen actively seduced by a bikini clad Jayshree T around a swimming pool.
Majrooh Sultanpuri is the lyricist. Music is composed by R D Burman.
Audio
Video
Song-Aana to sajni din ko aana (Raaton Ka Raaja)(1970) Singer-Rafi, Lyrics-Majrooh Sultanpuri, MD-R D Burman
Lyrics
aana to sajni din ko aana
sapnon mein aake sataana na
haaye
aana to sajni din ko aana
sapnon mein aake sataana na
arre sapnon mein aake sataana na
din ko jab gul khiley ae
meri jaan tu miley ae ae
din ko jab gul khiley ae
meri jaan tu miley
phir ada ka khazaana aa
aake mujhpe lutaana aa aa
par ye guzaarish sunti jaana
sapnon mein aake sataana na
haaye aana to sajni din ko aana
sapnon mein aake sataana na
arre sapnon mein aake sataana na
dekh le zaalima
ye tadapna mera aa aa
dekh le zaalima
ye tadapna mera
meri nindiya ki chori ee
toone ki o chakori ee ee
haaye mujhe kar ke deewaana
sapnon mein aake sataana na
haaye aana to sajni din ko aana
sapnon mein aake sataana na
arre sapnon mein aake sataana na
tere jalwe hazaar
tu hai jaan-e-bahaar aar
tere jalwe hazaar
tu hai jaan-e-bahaar
leke aanchal ki chhainya aa
kahiyo aa more sainya aa aa
jaagoon to chaahe jo farmaana
sapnon mein aake sataana na
haaye aana to sajni din ko aana
sapnon mein aake sataana na
arre sapnon mein aake sataana na




June 27, 2016 at 4:08 pm
LikeLike