Dil diyaa hai aapne to meharbaani aapki
Posted on: November 13, 2010
Party songs, where a female singer sings and dances became standard fares in mainstream Hindi movies of 1950s.
This genre of songs was first introduced in Hindi movies in late 1940s/ early 1950s.Here is one of the very first such songs. This song is from “Sangram” (1950).
The song is sung by Lata. This interesting song is written by Raja Mehdi Ali Khan. C Ramchandra composed the music.
I have no idea about the lady who lip syncs this song. I request knowledgeable readers to help identify her for the rest of us.
Video
Audio
Song-Dil diyaa hai aapne to meharbaani aapki (Sangram) (1950) Singer-Lata, Lyrics- Raja Mehdi Ali Khan, MD-C Ramchandra
Lyrics
dil diyaa hai aapne to meharbaani aapki
meharbaani aapki
ham na ab waapas karenge
ye nishaani aapki
ye nishaani aapki
dil diyaa hai aapne to meharbaani aapki
meharbaani aapki
shukriyaa kahke ham
is tohfe ko karte hain qubool
shukriyaa kahke ham
is tohfe ko karte hain qubool
jaan se pyaara hai hamen
baag e muhabbat ka ye phool
jaan se pyaara hai hamen
baag e muhabbat ka ye phool
ham to kis qaabil na thhe
ye qadrdaani aapki
meharbaani aapki
dil diyaa hai aapne to meharbaani aapki
meharbaani aapki
ham na ab waapas karenge
ye nishaani aapki
ye nishaani aapki
aap aaye meri duniyaa
meri inaayat shukriyaa
aaa aaa aaa
aap aaye meri duniyaa
meri inaayat shukriyaa
muskuraahat lab pe
aankhon mein muhabbat
shukriyaa
muskuraahat lab pe
aankhon mein muhabbat
shukriyaa
kab huaa maaloom
zindagaani aapki
meharbaani aapki
dil diyaa hai aapne to meharbaani aapki
meharbaani aapki
ham na ab waapas karenge
ye nishaani aapki
ye nishaani aapki




Leave a comment