Baadalon ki paalki…dil hai beqaraar kyun
Posted on: April 20, 2013
“Jalti Nishaani” (1957) was a Emsheth production movie. It was directed by Harish. The movie had Kamal Kapoor, Geeta Bali, Kuldeep Kaur, Sundar, Ulhaas, Chaman Puri etc in it.
Three songs from this movie have been discussed in the past. Here is the fourth song from this movie.
This song is sung by Lata and Mukesh. Qamar Jalalabadi is the lyricist. Music is composed by Anil Biswas.
Song-Dil hai beqaraar kyun (Jalti Nishaani)(1957) Singers-Lata, Mukesh, Lyrics-Qamar Jalalabadi, MD-Anil Biswas
Lyrics
Baadalon ki paalki mein
chaand ki ee aayeee baaraat
so sahi hai sej par
taaron ki dulhan banke raat
dil hai beqaraar kyun
machle baar baar kyun
raat ashqbaar kyun
dil hai beqaraar kyun
machle baar baar kyun
raat ashqbaar kyun
pyaar na mila hoga
ho o o o
pyaar na mila hoga
mil saka na pyaar kyun
dil pe gham ka bhaar kyun
mil saka na pyaar kyun
dil pe gham ka bhaar kyun
haay intezaar kyun
dildaar na mila hoga
ho o o o
dildaar na mila hoga
dildaar to mil hi jaata hai
par dil ko lagaata koi nahin
dildaar to mil hi jaata hai
chhup jaate hain sab deke sada
par aankh milaata koi nahin
chhup jaate hain sab deke sada aa aa aa
husn beqaraar kyun
ishq se bejaar kyun
dard ka shikaar kyun
husn beqaraar kyun
ishq se bejaar kyun
dard ka shikaar kyun
kyun
qaraar na mila hoga
ho o o
qaraar na mila hoga




April 27, 2013 at 9:20 am
Atul ji thanks! Beautiful composition….though quite unconventional song IMHO!
LikeLike