Nahin khaane ka thhikaana
Posted on: June 7, 2013
“Commander” (1959) was an obscure movie produced by M Usman Nadiadwala under the banner of Meher movies. It was directed by Kedar Kapoor and it had Ranjan, Nigar Sultana, Kumkum, Helen, Kamal Kapoor, Chaman Puri, Maruti Rao, Tiwari, Ram Mohan, Manjeet, Kailash Kumari, Rana, Saroj, Krupal, Gaurang, Ramesh Tiwari etc in it.
One song from this movie has been discussed in the past. Here is the second song from the movie. It is sung by Geeta Dutt. Sarshar Sailaani is the lyricist. Music is composed by Chitragupta.
Lyrics of this song were sent to me by Atif M.
Song-Nahin khaane ka thhikaana (Commander)(1959) Singer-Geeta Dutt, Lyrics-Sarshar Sailaani, MD-Chitragupta
Lyrics(Provided by Atif M)
kaisa aaya hai zamaana
nahin khaane ka thikaana
phir bhi aashiqi ladaana
kyun hai na baat maze ki
roz thokaren bhi khaana
phir bhi baaz nahin aana
kyun hai na baat maze ki
nahin khaane ka thikaana
phir bhi aashiqi ladaana
kyun hai na baat maze ki
shauq mere husn ko hai
dilon ke shikaar ka
kaam lun adaaon se main
teer ka kataar ka
shauq mere husn ko hai
dilon ke shikaar ka
kaam lun adaaon se main
teer ka kataar ka
koyi laakh ho gaya na
mera chooke na nishaana
kyun hai na baat maze ki
nahin khaane ka thikaana
phir bhi aashiqi ladaana
kyun hai na baat maze ki
chhote mote aadmi ka
yahaan kya sawaal hai
pyaar mein to bade badon
ka bhi yeh hi haal hai
chhote mote aadmi ka
yahaan kya sawaal hai
pyaar mein to bade badon
ka bhi yeh hi haal hai
hai yeh pyaar ka khazaana
kabhi rona kabhi gaana
kyun hai na baat maze ki
nahin khaane ka thikaana
phir bhi aashiqi ladaana
kyun hai na baat maze ki
aur ik baat bade
maze ki bataaun main
aashiqon ko naye naye
naam se bulaaun main
aur ik baat bade
maze ki bataaun main
aashiqon ko naye naye
naam se bulaaun main
mera gaaliyaan sunaana
unka taaliyaan bajaana
kyun hai na baat maze ki
nahin khaane ka thikaana
phir bhi aashiqi ladaana
kyun hai na baat maze ki




Leave a comment