Aa jaane bahaar aa jaa
Posted on: September 17, 2016
This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
“Paapi”(1953) was directed by Chandulal Shah for Ranjit Movietone, Bombay. The movie had Raj Kapoor and Nargis in lead roles, with Raj Kapoor playing a double role. The movie also had Dulaari, P Kailash, Maruti, Ramesh Thakur, Amarnath, Mehar Banu, Shrawan Kumar, Butaram Sharma etc in it.
The movie had eight songs in it that were penned by as many as six lyricists.
Hasrat Jaipuri was one of the (two) lyricists who got to pen two songs in this movie. One of them has already been covered in the blog.
Today (17 september 2016) is the 17th death anniversary of Hasrat Jaipuri (15 April 1922 – 17 Sept 1999). On this occasion, here is a song from “Paapi'(1953). It is sung by Asha Bhonsle. Hasrat Jaipuri is the lyricist. Music is composed by S Mohinder.
This joyous song is picturised on Nargis.
This song is the 600th song of Hasrat Jaipuri as a lyricist in the blog. He becomes the fifth lyricist and thirteenth artist to complete 600 songs in the blog.
Song-Aa jaane bahaar aa jaa (Paapi)(1953) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Hasrat Jaipuri, MD-S Mohinder
Lyrics
o o o o
o o o o
aa aa
jaane bahaar aa ja
mere singaar aaja
dil bhi nisaar tujhpe
main bhi nisaar aaja
main bhi nisar
aa jaa aa
jaane bahaar aa ja
mere singaar aaja
dil bhi nisaar tujhpe
main bhi nisaar aaja
main bhi nisaar
aaja aa
jaane bahaar aa
meri umangon ki duniya jawaan hai
pyaara samaa hai
meri umangon ki duniya jawaan hai
pyaara samaa hai
pyaasi nigaahon ko chain kahaan hai
kahaan hai
soona jahaan hai
aa aa
sapnon ke haar aaja
mere aitbaar aaja
mausam nikhaar aaja
khushiyaan sanwaar aaja
khushiyaan sanwaar
aaja aa
jaane bahaar aa
meri adaaon pe chhaayin bahaaren
naina pukaaren
meri adaaon pe chhaayin bahaaren
naina pukaaren
baali umariya kaise gujaaren
armaan haaren
armaan haaren
aa aa aa
aankhen ho chaar aaja
mere dildaar aaja
jeewan ke taar aaja
sun le pukaar aaja
sun le pukaar
aaja aa
jaane bahaar aa
meri ummeedon ka gulshan khila de
kaliyaan hansa de
meri ummeedon ka gulshan khila de
kaliyaan hansa de
aankhon ke chaand aaja
jalwe dikha de
bekhud bana de
bekhud bana de
aa aa
dil ke karaar aaja
main bekaraar aaja
ban ke tu pyaar aaja
tera intezaar aaja
tera intezaar
aaja aa
jaane bahaar aa ja
mere singaar aaja
dil bhi nisaar tujhpe
main bhi nisaar aaja
main bhi nisaar
aaja aa
aa aa aa




Leave a comment