Jaanoon na jaanoon na
Posted on: March 16, 2017
This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
“Boxer”(1965) was directed by Radhakant for Sudarshan Chitra, Bombay. This movie had Dara Singh, Mumtaz, Tabassum, Sherry, Rajan Kapoor, Kammo, Babu Raje, Mridula, Bela Bose, Indira Bansal, Khatana, Ridku, Kesri, Aazaad, Bruno erlington, Sony Alexandet, Trilok Singh, Saudagar Singh, Kishan Panda etc in it.
This stunt movie had five songs in it. Four songs from the movie have been discussed in the past.
Here is the fifth and final song from “Boxer”(1965) to appear in the blog.
This song is sung by Asha Bhonsle. Anand Bakshi is the lyricist. Music is composed by Laxmikant Pyarelal.
This song is picturised as stage dance song. It is a “Japanese” style song. It is lip synced by females who are made up to look like “Japanese” females. The lead “Japanese” is Bela Bose. The dance performance is being watched by Dara Singh, Mumtaz and baddies posing as Arab Sheikhs.
I have not been able a few words. I request our readers with keener ears, and also knowledge of “Japanese” to help fill in the blanks/ suggest corrections in the lyrics.
With this song, “Boxer”(1965) joins the list of movies that have all their songs covered in the blog.
Song-Jaanoon na jaanoon na (Boxer)(1965) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Anand Bakshi, MD-Laxmikant Pyarelal
Chorus
Lyrics
some “Japanese ” words
jaanoon na jaanoon na
kasto huncha pyaar
jaanoon na jaanoon na
kasto huncha pyaar
jaanoon na jaanoon na
kasto huncha pyaar
jaanoon na jaanoon na
kasto huncha pyaar
main to pahchaanoon na
kasto huncha pyaar
raah mein aankhen bichhaaye
laakh tu mujhko manaaye
main to maanoon na maanoon na
jaanoon na jaanoon na
kasto huncha pyaar
jaanoon na jaanoon na
kasto huncha pyaar
ye hai aisi baat
main jis baat se anjaan hoon
ye hai aisi baat
main jis baat se anjaan hoon
are kar loon main ikraar
lekin kya karoon naadaan hoon
kaun aise dil lagaaye
kya pata dil toot jaaye
main to maanoon na maanoon na
jaanoon na jaanoon na
kasto huncha pyaar
jaanoon na jaanoon na
kasto huncha pyaar
main to pahchaanoon na
kasto huncha pyaar
main to pahchaanoon na
kasto huncha pyaar
ye to hai wo raaz
jo bas tujhko hi maaloom hai
ye to hai wo raaz
jo bas tujhko hi maaloom hai
arre mera har andaaz to hai bekhabar maasoom hai
tu nigaahon mein samaaye
neend phir aaye na aaye
main to maanoon na maanoon na
jaanoon na jaanoon na
kasto huncha pyaar
jaanoon na jaanoon na
kasto huncha pyaar
main to pahchaanoon na
kasto huncha pyaar
tauba main to soch ke hi
baat ye sharma gayi
tauba main to soch ke hi
baat ye sharma gayi
arre chhoti si ye jaan
hoga kya agar ghabra gayi
kya khabar kitna sataaye
dillagi mein jaan jaaye
main to maanoon na maanoon na
jaanoon na jaanoon na
kasto huncha pyaar
jaanoon na jaanoon na
kasto huncha pyaar
main to pahchaanoon na
kasto huncha pyaar
raah me aankhen bichhaaye
laakh tu mujhko manaaye
main to maanoon na maanoon na
jaanoon na jaanoon na
kasto huncha pyaar
jaanoon na jaanoon na
kasto huncha pyaar




March 24, 2017 at 12:21 am
YYIIPPEEEE!!!
LikeLike