Gham e zindagaani uthhaaoon kahaan tak
Posted on: March 27, 2019
This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
| Blog Day : | 3904 | Post No. : | 14957 |
“Ek Thha Ladka”(1951) was produced and directed by Roop Saanwre for Chitramahal, Bombay. This “social” movie had Geeta Bali, Bharat Bhushan, Geeta Nizaami, Neelophar, Kamal, Umesh Sharma, Tiwari, Jankidas, S K Prem, Urvashi, Kamal Zameendaar, Gopal Muni, Rajesh, Kumud, Bhagwan Jee, Uma Dutt, Chandrashekhar, Ek Ladka etc in it.
The movie had ten songs in it that were penned by three lyricists and composed by two music directors. Three songs have been covered in the past.
Here is the fourth song from “Ek Thha Ladka”(1951) to appear in the blog. This song is sung by Meena Kapoor. The song is penned by Ehsaan Islaahi. Music is composed by Murari Sharma.
Only the audio of this rare song is available. I request our knowledgeable readers to throw light on the picturisation of this song.
Song-Gham e zindgaani uthhaaoon kahaan tak (Ek Thha Ladka)(1951) Singer-Meena Kapoor, Lyrics-Ehsan Islaahi, MD-Murari Sharma
Lyrics
gham-e- zindgani uthaaun kahaan tak
main sadmein sahoon muskuraaun kahaan tak
gham-e- zindgaani uthaaun kahaan tak
main sadme sahoon muskuraaun kahaan tak
chali aandhiyaan gham ki
uttha hai toofaan
uttha hai toofaan
chali aandhiyaan gham ki
uttha hai toofaan
uttha hai toofaan
main toofaan mein kashti
chalaaun kahaan tak
chalaaun kahaan tak
gham-e- zindgaani uthaaun kahaan tak
main sadme sahoon muskuraaun kahaan tak
gham-e- zindgaani uthaaun kahaan tak
main sadme sahoon muskuraaun kahaan tak
bichhaaye hain chun chun ke
raahon mein kaante
raahon mein kaante
bichhaaye hain chun chun ke
raahon mein kaante
raahon mein kaante
main kaanton se daaman
bachaaun kahaan tak,
bachaaun kahaan tak
gham-e- zindgaani uthaaun kahaan tak
main sadme sahoon muskuraaun kahaan tak
gham-e- zindgaani uthaaun kahaan tak
main sadme sahoon muskuraaun kahaan tak
khayaalon mein aa aake jaata hai koi
jaata hai koi
khayaalon mein aa aake jaata hai koi
jaata hai koi
main aasha ke deepak jalaaun kahaan tak
jalaaun kahaan tak
gham-e- zindgaani uthaaun kahaan tak
main sadme sahoon muskuraaun kahaan tak
gham-e- zindgaani uthaaun kahaan tak
main sadme sahoon muskuraaun kahaan tak




Leave a comment