Behna ne bhaai ki kalaayi se pyaar baandhaa hai
Posted on: August 5, 2009
Last year, when it was the day of Rakshabandhan (Rakhi), I had posted “bhaiyya mere raakhi ke bandhan ko nibhaana”. One year has passed since, and today is Rakshabandhan again. Here is another immortal rakshabandhan song on this occasion.
This song is from “Resham ki dori “(1974). It is sung by Suman Kalyanpur, and what a superbly sung song it is ! The lyrics are by Indeewar. Shankar Jaikishan composed the music.
Video
Audio
Song-Behna ne bhai ki kalaayi se pyaar baandha hai (Resham Ki Dori) (1974) Singer-Suman Kalyanpur, Lyrics-Indeewar, MD- Shankar Jaikishan
Lyrics
bahnaa ne bhaayi ki kalaayi se
bahanaa ne bhaayi ki kalaayi se pyaar baandhaa hai
pyaar ke do taar se, sansaar baandhaa hai
resham ki dori se
resham ki dori se
resham ki dori se sansaar baandhaa hai
resham ki dori se sansaar baandhaa hai
bahnaa ne bhaayi ki kalaayi se pyaar baandhaa hai
pyaar ke do taar se, sansaar baandhaa hai
resham ki dori se
resham ki dori se
resham ki dori se sansaar baandhaa hai
sundartaa mein jo kanhaiyaa hai
mamtaa mein yashodaa maiyyaa hai
wo aur nahin duujaa koyi
wo to meraa raajaa bhaiyaa hai
bahnaa ne bhaayi ki kalaayi se pyaar baandhaa hai
pyaar ke do taar se, sansaar baandhaa hai
resham ki dori se
resham ki dori se
resham ki dori se sansaar baandhaa hai
meraa phool hai tu, talwaar hai tu
meri laaj kaa pahredaar hai tu
main akeli kahaan is duniyaa mein
meraa saaraa sansaar hai tu
bahnaa ne bhaayi ki kalaayi se pyaar baandhaa hai
pyaar ke do taar se, sansaar baandhaa hai
resham ki dori se
resham ki dori se
resham ki dori se sansaar baandhaa hai
hamen door bhale kismat kar de
apne man se na judaa karnaa
saawan ke paawan din bhaiyaa
bahnaa ne bhaayi ki kalaayi se pyaar baandhaa hai
pyaar ke do taar se, sansaar baandhaa hai
resham ki dori se
resham ki dori se
resham ki dori se sansaar baandhaa hai
bahanaa ne bhaayi ki kalaayi se pyaar baandhaa hai




August 5, 2009 at 5:31 pm
I think lyrics are by Indeevar.
I usually depend on earthmusic for these things.
Not that they are 100% correct but I have found very few mistakes till now.
Nice song, btw.
LikeLike