Jo yahaan thhaa wo wahaan kyun kar huaa
Posted on: January 2, 2010
Mujra songs are typically sung by one singer and picturised on one actress. And that actress typically looks helpless surrounded by many “fans”.
But let there be two of them, and they suddenly draw enormous moral support from each other, and their mujra is no longer a self pitying song, but it becomes a song where they mock hypocrites.
Here is one such mujra song. It is sung by siblings Asha Bhonsle and Usha Mangeshkar. It is picturised on Jayshree T (in blue dress) and Padma Khanna (in red dress). I am reasonably certain that I have identified the two actresses correctly this time. 😉
Sahir Ludhianvi is the lyricist and Ravi is the music director.
Song-Jo yahaan thaa wo wahaan kyun kar huaa (Dhundh) (1973) Singers-Asha Bhonsle, Usha Mangeshkar, Lyrics-Sahir Ludhianvi, MD-Ravi
Lyrics
jo yahaan thaa wo wahaan kyun kar huaa
jo yahaan thaa wo wahaan kyun kar huaa
jo yahaan thaa wo wahaan kyun kar huaa
kyun kar huaa
jo yahaan thaa wo wahaan kyun kar huaa
kyun kar huaa
do jagah wo jaane jaan kyun kar huaa
do jagah wo jaane jaan kyun kar huaa
sheikh saahab ka ye kahna hai ke wo masjid mein the
aur saaqui ki gawaahi hai ke maikhaane mein the
sheikh saahab ka ye kahna hai ke wo masjid mein the
aur saaqui ki gawaahi hai ke maikhaane mein the
to sawaal ye paida hota hai
jo yahaan thaa wo wahaan kyun kar huaa
jo yahaan thaa wo wahaan kyun kar huaa
do jagah wo jaane jaan wo jaane jaan kyun kar huaa
jo yahaan thaa wo wahaan kyun kar huaa
dil tadapta hai hamaare ishq mein kahte ho tum
ye bhi kahte ho ke ham dil ko churaakar le gaye
aaa
dil tadapta hai hamaare ishq mein kahte ho tum
ye bhi kahte ho ke ham dil ko churaakar le gaye
dil
aapka dil
arre
jo yahaan thaa wo wahaan kyun kar huaa
jo yahaan thaa wo wahaan kyun kar huaa
do jagah wo jaane jaan wo jaane jaan kyun kar huaa
jo yahaan thaa wo wahaan kyun kar huaa
koi bhi qaatil nahin mera agar mera agar
koi bhi qaatil nahin mera agar mera agar
phir ye qatle naagawaan kyun kar huaa
phir ye qatle naagawaan kyun kar huaa
aa dhuaan utha to kahin aag bhi lagi hogi
gala kata to chhuri bhi koi chali hogi
huzoor aap ko bhi mere dost hain lekin
koi to hoga jise mujhse dushmani hogi
arre
koi to hoga jise mujhse dushmani hogi
kyunki
koi bhi qaatil nahin mera agar mera agar
koi bhi qaatil nahin mera agar mera agar
phir ye qatle naagawaan kyun kar huaa
phir ye qatle naagawaan kyun kar huaa
aashiqon se poochchne aaye hain wo aaye hain wo
aashiqon se poochhhne aaye hain wo aaye hain wo
unpe qaatil ka gumaan kyun kar huaa
unpe qaatil ka gumaan kyun kar huaa
zulf zanjeer thi
har nazar teer thi
zism lahka hua
rang dahka hua
aankh shole ki lau
aankh bijli ki wo
abruon ki kamaan
dushmane kal wo jaan
har thirakti adaa
ik payaame kazaa
har thirakti adaa
ik payaame kazaa
har thirakti adaa
ik payaame kazaa
phir bhi dekhe koyi
unki ye aadgi
arre
aashiqon se poochhne aaye hain wo aaye hain wo
aashiqon se poochhne aaye hain wo aaye hain wo
unpe qaatil ka gumaan kyun kar huaa
unpe qaatil ka gumaan kyun kar huaa
jo yahaan thaa wo wahaan kyun kar huaa
jo yahaan thaa wo wahaan kyun kar huaa
jo yahaan thaa wo wahaan kyun kar huaa
jo yahaan thaa wo wahaan kyun kar huaa




August 27, 2014 at 8:45 pm
@ Atul ji, Nice post, Thanks !
LikeLike