Main na kisi ka aitbaar karoongi
Posted on: March 17, 2010
“Boxer” (1965) was a movie featuring Dara Singh and Mumtaz. This movie had music by Laxmikant Pyarelal who were then newcomers as music directors.
This movie as well as its songs are difficult to find, but the songs are lovely. Here is a song from this movie which is sung by Lata and it is picturised on Mumtaz, Dara Singh and others. Anand Bakshi is the lyricist.
The picturisation itself is fun to watch, as long as you are prepared to switch off the thinking part of your brain.;)
Video
Audio
song-Main na kisi ka aitbaar karoongi (Boxer) (1965) Singer-Lata, Lyrics-Anand Bakshi, MD-Laxmikant Pyarelal
Lyrics
main na kisi ka aitbaar karoongi
dil ko yoon hi na bekaraar karoongi
ab na kisi se kabhi pyaar karoongi
meri tauba tauba ho
ke meri tauba tauba ho
main na kisi ka aitbaar karoongi
dil ko yoon hi na bekaraar karoongi
ab na kisi se kabhi pyaar karoongi
meri tauba tauba ho
ik din ye baat huyi
ik din ye baat huyi
shaam dhali raat huyi
jab pahli baar mile nain
ik din ye baat huyi
shaam dhali raat huyi
mar jaaun aankhen na chaar karoongi
ab na kisi se kabhi pyaar karoongi
meri tauba tauba ho
ke meri tauba tauba ho
bhoole ek baar sanam
bhoole ek baar sanam
kha li hai maine kasam
main phir na loongi tera naam
bhoole ek baar sanam
kha li hai maine kasam
main phir na loongi tera naam
ye kyaa dastoor huaa
tujhse kasoor huaa
mujhpe laga hai ilzaam
lekin ab kya sochoon
ab kuchh diyaa na jaaye
ye dillagi na dildaar karoongi
chhup chhup ke main na deedaar karoongi
ab na chhup chhup ke pyaar karoongi
meri tauba tauba tauba
ke meri tauba tauba ho
main na kisi ka aitbaar karoongi
dil ko yoon hi na bekaraar karoongi
ab na kisi se kabhi pyaar karoongi
meri tauba tauba ho




March 22, 2010 at 1:15 am
It is really a fun film along the lines of a Fearless Nadia flick or similar 🙂 Typical Dara Singh! and all the songs are just fabulous…
LikeLike
March 23, 2010 at 11:38 am
I was sure that this movie was right up your alley.
LikeLike