Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Taqdeer kaa fasaanaa jaakar kise sunaayen

Posted on: July 28, 2010


“Sehraa” (1963) is a movie that has some memorable songs in it. I was under the impression that I had already posted this song, but I was mistaken. Now that I have realised it, it is time for me to make amends and post it.

This song “Taqdeera ka fasaanaa” has Rafi singing at his melancholic best. The song is picturised on Prashant, who is lamenting the fact that “taqdeer” has failed him and his beloved Sandhya is getting married to someone else.

In those days of Bollywood movies, hero, after singing a few love songs professing his love for the heroine thought that he had done everything that needed to be done to get the lady. But such heroes were rightly brought down to earth when the family of the girl would decide to marry off the girl to someone else. The heroes of those days were not aware of the ground realities.The hero of those days needed to spend time to win over the family members of the girl, which he never did and so he ended up losing the girl. And then he would be left singing this kind of a song in the last reel.

Personally I have no sympathy with such loser heroes. 😀 There is more to life than just singing songs to the girl. Singing songs to the prospective parents in law, brother in law, etc should have been made compulsory for heroes of those days. That would have saved them this kind of heart break in the end.

PS-I have realised that this song has a Lata version as well. so now I have provided links to both the versions.

Video – Rafi version

Audio – Rafi version

Video – Lata version

Audio – Lata version

song-Taqdeer kaa fasaanaa jaakar kise sunaayen (Sehraa) (1963) Singer-Rafi/Lata, Lyrics-Hasrat Jaipuri, MD-Ramlal

Lyrics

——————————–
Rafi version
——————————–
taqdeer kaa fasaanaa
taqdeer kaa fasaanaa
jaakar kise sunaayen
is dil mein jal rahi hain
armaan ki chitaayen
taqdeer kaa fasaanaa

saanson mein aaj mere
saanson mein aaj mere
toofaan uth rahe hain
shahnaayion se kah do
shahnaayion se kah do
kahin aur jaa ke gaayen
is dil mein jal rahi hain
armaan ki chitaayen
taqdeer kaa fasaanaa

matwaale chaand sooraj
matwaale chaand sooraj
teraa uthaaye dolaa
tujhko khushi ki pariyaan
tujhko khushi ki pariyaan
ghar tere le ke jaayen
is dil mein jal rahi hain
armaan ki chitaayen
taqdeer kaa fasaanaa

tum to raho salaamat
tum to raho salaamat
sehraa tumhe mubaarak
meraa har ek aansoo
meraa har ek aansoo
dene lagaa duaayen
is dil mein jal rahi hain
aramaan ki chitaayen
taqdeer kaa fasaanaa
jaakar kise sunaayen
is dil mein jal rahi hain
armaan ki chitaayen
taqdeer kaa fasaanaa

—————————
Lata version
————————–
Ujad gaya hai muhobbat mein
zindagi ka chaman
sitaare hain meri duniya ke
aansoo ka kafan

taqdeer ka fasaana,
taqdeer ka fasaana, jaa kar kise sunaayen
is dil mein jal rahi hai, armaan ki chitaayen
taqdeer ka fasaana, jaa kar kise sunaayen
is dil mein jal rahi hai, armaan ki chitaayen
taqdeer ka fasaana

dekhe thhey jo bhi sapney ae ae ae ae
dekhe thhey jo bhi sapney,
wo ban gaye hain aansoo
jaati huyi hawaaon
jaati huyi hawaaon,
le jaao meri aahen
is dil mein jal rahi hai
armaan ki chitaayen
taqdeer ka fasaana

apna toh gham nahin hai ae ae
apna toh gham nahin hai
gham hai toh itna gham hai
woh bewafa naa samjhe
woh bewafa naa samjhe
humse badal naa jaaye
is dil mein jal rahi hai
armaan ki chitaayen
taqdeer ka fasaana

is bebasi se meri ee ee ee ee ee
Is bebasi se meri,
royega aasmaan bhi
doobegi saari dharti ee
doobegi saari dharti,
dekhengi yeh fizaayen
is dil mein jal rahi hai
armaan ki chitaayen
taqdeer ka fasaana
jaa kar kise sunaayen
is dil mein jal rahi hai
armaan ki chitaayen
taqdeer ka fasaana

8 Responses to "Taqdeer kaa fasaanaa jaakar kise sunaayen"

Dear Atuljee,
Thank you for posting one of my favorite songs.

This song has a female version as well, with different lyrics. It is sung by Lata Manageshkar. I am not aware whether it was in the movie or on whom it was picturised. If you approve, I can post the lyrics of the female version.

Sincere Regards………. Tirthankar

Like

Yes please do so, so that we can savour the other version of the song too.

Like

Atul ji, Tirthankar ji,
The Lata version of this song is available on YouTube at http://www.youtube.com/watch?v=e4MAdYzkd0c.

Rgds
Sudhir

Like

Sorry for the delay in replying..
The Lata mangeshkar version’s lyrics are as follows:

— Prelude —

Ujad Gaya Hain Mohabbat Mein
Zindagi Ka Chaman
**** Hain Meri Duniya Ke/ Pe
Aansoo-o Ka Kafan

[Could not understand the word marked by ****]

—- Main Song —-

Taqdeer Ka Fasana,
Taqdeer Ka Fasana, Ja Kar Kise Sunaye
Is Dil Mein Jal Raahi Hain, Armaan Ki Chitayen
Taqdeer Ka Fasana, Ja Kar Kise Sunaye
Is Dil Mein Jal Raahi Hain, Armaan Ki Chitayen
Taqdeer Ka Fasana,

Dekhe They Jo Bhi Sapney,
Dekhe They Jo Bhi Sapney, Wo Ban Gaye Hain Aansoo
Jaati Huyi Hawaon
Jaati Huyi Hawaon, Le Jao Meri Aanhe
Is Dil Mein Jal Raahi Hain, Armaan Ki Chitayen
Taqdeer Ka Fasana

Apna Toh Hum Nahin Hain
Apna Toh Hum Nahin Hain, Gham Hain Toh Itna Gham Hain
Woh Bewafa Naa Samjhe
Woh Bewafa Naa Samjhe, Humse Badal Naa Jaaye
Is Dil Mein Jal Raahi Hain, Armaan Ki Chitayen
Taqdeer Ka Fasana

Is Bebasi Se Meri
Is Bebasi Se Meri, Royega Aasmaa Tu
Dubegi Saari Dharti
Dubegi Saari Dharti, Dekhengi Yeh Fizaayen
Is Dil Mein Jal Raahi Hain, Armaan Ki Chitayen

Taqdeer Ka Fasana, Ja Kar Kise Sunaye
Is Dil Mein Jal Raahi Hain, Armaan Ki Chitayen
Taqdeer Ka Fasana,

Like

Both video links are not working. Will these links do ?

Like

I really love the Rafi version, as it has amazing pathos. Though Lata has also done a good job but Rafi version is outstanding. Never tired of listening in his voice.

Like

Like

Like

Leave a reply to prakashchandra Cancel reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18200 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18293

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1411
Total Number of movies covered=4951

Total visits so far

  • 16,450,780 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,006 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory