Ab kahaan jaayen ki apna meharbaan koi nahin
Posted on: October 4, 2011
“Pyaar Ki Baaten” (1951), which was a Nargis Arts production movie was directed by Akhtar Hussain. This movie, as the name of the production house suggests, was Nargis’ home production. Nargis was the female lead in this movie.
This movie apparently had two or three separate music directors. I have discussed a few songs from this movie which were composed by Bulo C Rani. Here is a song that is composed by Khayyam. Lata is the singer and the song is picturised on Nargis.
Khawan Zamaan is the lyricist of this melancholic song.
Audio
Video
Song-Ab kahaan jaayen apna meharbaan koi nahin (Pyaar Ki Baaten) (1951) Singer-Lata, Lyrics-Khawan Zamaan, MD-Khayyam
Lyrics
ab kahaan jaayen ki apnaa meharbaan koi nahin
ab kahaan jaayen ki apnaa meharbaan koi nahin
teri duniyaa mein hamaaraa paasbaan koi nahin
teri duniyaa mein hamaaraa
lut rahaa hai aashiyaan
lut rahaa hai aashiyaan
meri nazar ke saamne
lut rahaa hai aashiyaan
meri nazar ke saamne
aur main khaamosh hoon
jaise zabaan koi nahin
aur main khaamosh hoon
jaise zabaan koi nahin
ab kahaan jaayen
hasraton ke baag mein
chhaa gayin barbaadiyaan
hasraton ke baag mein
chhaa gayin barbaadiyaan
barbaadiyaan
phool hain, kaliyaan hain lekin
aashiyaan koi nahin
phool hain, kaliyaan hain lekin
aashiyaan koi nahin
teri duniyaa mein hamaaraa paasbaan koi nahin
ab kahaan jaayen




Leave a comment