Dekh idhar o jaadoogar
Posted on: February 22, 2012
“House No 44″(1955) was a Navketan International Films Production. It was produced by M K Burman and directed by Dev Anand. Star cast of the movie included names like Dev Anand, Kalpana Kartik, K.N.Singh, Kumkum, Bhagwan Sinha, Sheela Vaz, Prabhu Dayal, Jambura, Anand Pal, Parashuram, Sarita, Shivraj, Rashid Khan, Kammo, Kumkum etc.
As many as four songs from this movie have beebn discussed in the past. Here is another song from this movie. This song is a mujra song which is sung by Asha Bhonsle and it is picturised on Kumkum and others, including an unidentified man. I request our knowledgeable readers to help identify him.
Sahir Ludhianvi is the lyricist and music is composed by S D Burman.
Lyrics of this song were sent to me by Prakashchandra.
Audio
Video
Song-Dekh idhar o jaadoogar (House No 44) (1955) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Sahir Ludhianvi, MD-S D Burman
Chorus
Lyrics
dekh idhar o jaadoogar
dekh idhar
o jaadoogar
hamein ghaayal karke
chalaa hai kahaan
aaa
dekh idhar o jaadoogar
hamein ghaayal karke
chalaa hai kahaan
chalaa hai kahaan
aaaa
dekh idhar o jaadoogar
aaaaaa
aaaaa
hmm hmm hmmm hmm
dil par dorey
daalke toone
kar liyaa
hamko bas mein
dil par dorey
daal ke toone
kar liyaa
hamko bas mein
pehle hi mel mein
khaa baithhe hum
mar mitne ki kasmein
haaye….eeee
pehle hi mel mein
khaa baithhe hum
mar mitne ki kasmein
tirchhi nazar ke
ye khanjar
hamein ghaayal karke
chalaa hai kahaan
chalaa hai kahaan…aaaa
dekh idhar ho jaadoogar
aaa aaa
hoooo..oo….
he e
aaaaa…aaaa…aaaa…aaa…
pal do pal ki
hain ye bahaarein
pal do pal ke mele
pal do pal ki
hain ye bahaarein
pal do pal ke mele
kyaa jeetegaa
dil ki ye baazi
jo dar darkar khele
haayye….
kyaa jeetegaa
dil ki ye baazi
jo dar darkar khele
soch na kar
baanke dilbhar
hamein ghaayal karke
chalaa hai kahaan
chalaa hai kahaan..aaaa
dekh idhar o jaadoogar
hooooo …..jaadugar
hamein ghaayal
arre hamein ghaayal karke
chalaa hai kahaan
chalaa hai kahaan
aaaa
dekh idhar o jaadoogar
hoo jaadoogar
o o o jaadoogar
hoo jaadoogar
hamein ghaayal karke
chalaa hai kahaan..aaa
dekh idhar
ho o jaadoogar
haaaaaaa
haaaaaa….aaaaaa….aaaaa
haaaaaaaa…aaaaaa…aaaa
vai jaadoogar
hamein ghaayal karke
chalaa hai kahaaan…aaa
dekh idhar o jaadoogar
hamein ghaayal karke
chalaa hai kahaan…aaaa
dekh idhar o jaadoogar




February 22, 2012 at 7:00 pm
Arunji
please help me in identifying this character artiste who feature in this song can you????
LikeLike
February 22, 2012 at 10:08 pm
Prakashji,
Why you want to know this person? Pata nahin dancer usko kis tarah ka “jadugar” samaj ti hai aur yeh ga sakti hai – hamein ghayal karke chal hai kidhar…. Is ko dekh ke to mere hauns ud gaye 😆
I have seen this movie many years back, don’t remember this part/song, but feels like this mystery person is on some kind of a mission to find some secret and this dancer apni adaa se usko pakad ke, ghayal karke rok kar baithi hai. (just like in CID’s song, kahin pe nigahein kahin pe…..) I am also curious to know this actor.
LikeLike