Aaja meri jaan tere qurbaan tera deewaana
Posted on: May 18, 2012
“Ummeed” (1962) was a Rajan Films production. It was directed by Nitin Bose. The movie had Joy Mukherjee, Nanda, Ashok Kumar, Leela Naidu, Agha, Tuntun, Leela Mishra, Tarun Bose, Laxmi Chhaya, Chandrima Bhaduri, Nazir Kashmiri, Jankidas, Madhumati, Sabita Chatterjee, Ravi Kant, Hazara Singh, Parashram, Hussain, Jeevankala, Ramesh etc in it.
I have discussed three songs from this movie in the past. Here is another song from the movie. This song is sung by Mahendra Kapoor and Usha Mangeshkar. The song is picturised as a romantic cum playful teasing song between Agha and a lady whom I am unable to identify. I request our knowledgeable readers to help identify her.
The song is written by Shakeel Badayuni. Music is composed by Ravi.
Lyrics of this song were sent to me by Atif M.
Audio
Video
Song-Aaja meri jaan tere qurbaan tera deewaana (Ummeed)(1971) Singers-Mahendra Kapoor, Usha Mangeshkar, Lyrics-Shakeel Badayuni, MD-Ravi
Lyrics(Provided by Atif M)
aaja meri jaan
tere qurbaan tera deewaana
kar le mujh se pyaar
main hun dildaar tera parwaana
ja ja beimaan
dikha kar shaan
hamein behka na
jaane dil ke raaz
sabhi andaaz bane anjaana
aankhon se jaadoo jagaa
honthon se masti luta
haaye
aankhon se jaadoo jagaa
honthon se masti luta
teri tarah o sanam
hum to nahin bewafaa aa
lag ja gale se ke dil beqaraar hai
ja ja beimaan
dikha kar shaan hamein behka na
jaane dil ke raaz
sabhi andaaz bane anjaana
ho aaja meri jaan
tere qurbaan tera deewaana
kar le mujh se pyaar
main hoon dildaar tera parwaana
jaa man
sar ko adab se jhukaa aa
hum se nazar na milaa
sar ko adab se jhukaa aa
hum se nazara na mila
haaye
ishq ki aankhen nahin
aise na dar dilruba
aashiq ki nazron ka kya aitebaar hai
ho aaja meri jaan
tere qurbaan tera deewaana
kar le mujh se pyaar main
hoon dildaar tera parwaana
ja ja beimaan
dikha kar shaan hamein behka na
jaane dil ke raaz
sabhi andaaz bane anjaana
tujh ko hamaari qasam
aaj to kar de karam
hoye
tujh ko hamaari qasam
aaj to kar de karam
baat khushaamad bhari ee
khoob samajhte hain hum
haaye
kuchh bhi kahe tu
mujhe tujh se pyaar hai
ja ja beimaan
dikha kar shaan hamein behka na
jaane dil ke raaz
sabhi andaaz bane anjaana
ho aaja meri jaan
tere qurbaan tera deewaana
kar le mujh se pyaar
main hoon dildaar tera parwaana




May 18, 2012 at 11:44 am
Atulji,
Aap ne bhool se Atif M ke badle Ravi likha hai. Lyrics of this song…………..
LikeLike