Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Ye deewaane ki zidd hai

Posted on: July 13, 2012


This article is written by nahm, a fellow enthusiast of Hindi movie music and a regular contributor to this blog.

There are qawwali’s and than there are some qawwali’s. Or should I say there are qawwalis and than there are some filmi qawwalis by Roshan. To begin with I am not a very big fan or a knowledgeable person to talk about qawwali, hence this flippancy 😉 .

This qawwali like song is from the film “Laila Majnu” . It is sung solely by Mohammed Rafi with no chorus to accompany. In the song Rishi Kapoor is standing just inside a gate with people standing in two rows to his left and right. They have come to collect the items being donated as a ‘sadqa’ for Laila’s life. The more famous qawwali-like song in this film is Main tere dar pe aaya hoon composed by the venerable Madan Mohan. I thought it was a qawwali, but here it is not tagged as a qawwali song. I have heard that song too just now and read the post by Raja ji. How tactfully he has aired his views in the post. In the film the actual qawwali “Hoke maayus tere dar se sawaali na gayaa ” starts just a minute after “main tere dar pe aaya hoon” ends. It is like a reply to “main tere dar pe aaya hoon”. It is also not yet featuring in the blog. Frankly, I am spoilt for choice which song to cover first,even among the songs remaining to be discussed.

Coming back to the song under discussion now “Yeh deewane ki zid hai………. apne deewane ki khaatir aaa”. It starts with this sha’ir and continuing lines :

qazaa zaalim sahee
yeh sitam woh bhi kar nahin sakti
jahaan mein qais zindaa hai
to laila mar nahin sakti

yeh da’awaa aaj duniya bhar se
manwaane ki khaatir aa

Now what is “Da’awaa” ? The word used here goes much deeper than the simple meaning of “claiming” . Here it means ‘the claim to belief” or “the right to claim that I believe”. The call here to Laila is to wake up and prove what qais/ majnu is claiming to believe that :

Jahaan mein qais zinda hai
to Laila mar nahin sakti

Lyricist is Saahir Ludhianvi and composer is Jaidev Verma. Sahir Ludhianvi mostly wrote easy and simple language, rarely resorted to heavy duty urdu words. True to form Sahir’s poetry is hard hitting, direct and so much more like a twin edged sword compared his other songs. Here ‘Majnu’ is trying to bring Laila alive from the deathbed. And he does it, and Laila is alive again. And we the viewers and listeners cant help it but believe it. There is no place of disbelief. This is what the term “Poetic license’ truly means. Now I have understood.

Then there is Rishi Kapoor who makes the character of Majnu and his “junooni kaifiyat” plausible. And Rafi’s singing is also living breathing ‘majnu’. One more thing I have noticed both in this song and “likh kar teraa naam zameen par” is the mixing of lines from one stanza in another stanza.

Here I am sharing one sha’ir which used to grace the first page of my diary :

Shaayar ka sukhan kam nahin majzoob ki bad se
har ek na samjhegaa woh afsaana hai meraa

Audio

Video

Song-Ye deewaane ki zid hai (Laila Majnu)(1976) Singer-Rafi, Lyrics-Sahir Ludhianvi, MD-Jaidev

Lyrics

qazaa zaalim sahee
yeh zulm woh bhi kar nahin sakti
jahaan mein Qais zindaa hai
to Laila mar nahin sakti

yeh da’awaa aaj
yeh da’awaa aaj
yeh da’awaa aaj
duniya bhar se
manwaane ki khaatir aa
yeh da’awaa aaj
duniya bhar se
manwaane ki khaatir aa
yeh da’awaa aaj
duniya bhar se
manwaane ki khaatir aa
yeh deewaane ki zid hai
zid
ye deewane ki zid
haan
yeh deewaane ki zid hai
apne deewane ki khaatir aa
yeh deewane ki zid hai
apne deewaane ki khaatir aa aa aa

tere dar se main khaali
laut jaaun kya qayaamat hai
tere dar se
tere dar se main khaali
laut jaaun
kya qayaamat hai
tu meri rooh ka ka’aba
tu meri rooh ka ka’abaa
meri jaan-e-ibaadat hai
meri jaan-e-ibaadat hai
jabeen-e-shauq
jabeen-e-shauq
jabeen-e-shauq
ke sajdon ko apnaane
ki khaatir aa
jabeen-e-shauq
ke sajdon ko apnaane
ki khaatir aa
jabeen-e-shauq
ke sajdon ko apnaane
ki khaatir aa
yeh deewane ki zid hai
apne deewane ki khaatir aa
aaaaaa

meri deewaangi
meri deewaangi ki
meri vehshat ki qasam tujh ko
meri deewaangi
meri deewaangi ki
meri vehshat ki qasam tujh ko
guroor-e-ishq ki
naaz-e-mohabbat ki qasam tujh ko
guroor-e-ishq ki
naaz-e-mohabbat ki qasam tujh ko
zamaane ko
zamaane ko
zamaane ko
wafaa ki shaan
dikhlaane ki khaatir aa
zamaane ko
wafaa ki shaan
dikhlaane ki khaatir aa
yeh deewaane ki zid hai
zid
yeh deewane ki zid hai
zid hai
zid hai
zid
yeh deewane ki zid hai
apne deewane ki khaatir aa
yeh deewane ki zid hai
apne deewane ki khaatir aa
aaaaaa

main tere husn ka sadqaa utaaroon
saamne aa jaa
main tere husn ka sadqaa utaaroon
saamne aa jaa
tu mere saamne aa jaa
tu mere saamne aa jaa

girebaan dhajjiyaan
kar kar ke waaroon
saammne aa jaa
girebaan dhajjiyaan
kar kar ke waaroon
saammne aa jaa
shikastaawar
shikastaawar
shikastaawar pareshaan haal
parwaane ki khaatir aa
shikastaawar pareshaan haal
parwaane ki khaatir aa
yeh deewane ki zid hai
apne deewane ki khaatir aa
yeh deewane ki zid hai
apne deewane ki khaatir aa
jabeen-e-shauq
ke sajdon ko apnaane
ki khaatir aa
zamaane ko
wafaa ki shaan
dikhlaane ki khaatir aa
yeh deewaane ki zid hai
yeh deewane ki zid hai
apne deewane ki khaatir aa
tu bas ik baar aa
apne deewane ki khaatir aa
tu bas ik baar aa
apne deewane ki khaatir aa
tu bas ik baar

2 Responses to "Ye deewaane ki zidd hai"

It is not shikastawar…it is shikasta per…….means broken wings…later he used parwana..means a wasp who has a broken wing…

Like

Right, the word must be ‘ shikasta par ‘, meaning ‘ wings having accepted defeat or given up the fight ‘.

Like

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18347

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1431
Total Number of movies covered=4961

Total visits so far

  • 16,544,432 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,008 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory