Din aaye raat jaaye
Posted on: February 4, 2026
This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in other sites without the knowledge and consent of the web administrator of atulsongaday.me, then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
|
Blog Day : |
6410 | Post No. : | 19887 |
“Resham” (1952) was directed by Lekhraj Bhakri for Jubilee Pictures. The movie had Jairaj, Suraiya, Sapru, Naaz, Achla Sachdev, Khurshid, Ramesh Thakur, Jagdish, Sundar etc in it.
“Resham” (1952) had nine songs in it. Five songs from this movie have been discussed in the past.
Here is the sixth song from “Resham” (1952) to appear in the blog. This song is sung by Balbir, Madhubala Jhaveri and Harish. Prem Dhawan is the lyricist. Music is composed by Hansraj Bahl.
Only audio of this philosophical song is available. I request our knowledgeable readers to throw light on the picturisation of this song.
Song-Din aaye raat jaaye (Resham)(1952) Singers-Balbir, Madhubala Jhaveri, Harish, Lyricist-Prem Dhawan, MD-Hansraj Bahl
Lyrics
din aaye raat jaaye
raat aaye din jaaye
yahi aana jaana
zindagee ko zindagee banaaye
yahee aana jaana
zindagee ko zindagee banaaye
din aaye raat jaaye din aaye
din aaye raat jaaye din aaye
din aaye raat jaaye din aaye
din aaye raat jaaye din aaye
are sone jaisi kaaya re
ik saans kee maaya
are sone jaisee kaaya aa aa
ik saans kee maaya
sab maatee kee hai dheree re
jab saans na aaya
dekho dhaunkanee ye meree
dekho dhaunkanee ye meree
kaisa bhed bataaye
yahi aana jaana
zindagee ko zindagee banaaye
yahee aana jaana
zindagee ko zindagee banaaye
din aaye raat jaaye din aaye
din aaye raat jaaye din aaye
din aaye raat jaaye din aaye
din aaye raat jaaye din aaye
o o o o o
o o o o o
kabhee sukh kee hai baaree
kabhee dukh kee hai baaree
jaise chale meree chakkee
chale duniya ye saaree
o o o o o
o o o o o
kabhee sukh kee hai baaree
kabhee dukh kee hai baaree
jaise chale meree chakkee
chale duniya ye saaree
o o o o o
o o o o o
dukh sukh aaye jaaye
dukh sukh aaye jaaye
man kaahe ghabraaye
yahee aana jaana
zindagee ko zindagee banaaye
yahi aana jaana
zindagee ko zindagee banaaye
din aaye raat jaaye din aaye
din aaye raat jaaye din aaye
din aaye raat jaaye din aaye
din aaye raat jaaye din aaye
toote ek khilauna
sau gadhe re kumhaar
toote ek khilauna
sau gadhe re kumhaar
isee tod jod ka
aur jod tod ka
naam hai sansaar
naam hai sansaar
koi kisee ko mitaaye
koi kisee ko mitaaye
koi kisee ko banaaye
yahee aana jaana
zindagee ko zindagee banaaye
yahee aana jaana
zindagee ko zindagee banaaye
din aaye raat jaaye din aaye
din aaye raat jaaye din aaye
din aaye raat jaaye din aaye
din aaye raat jaaye din aaye




Leave a comment