Main Bambai ka babu
Posted on: February 12, 2009
In Bollywood movies, singing songs is traditionally the preserve of lead actors. Lesser actors rarely got to sing. But there were exceptions.
For instance, Johny Walker was a comedian but he would get to sing a song in his movies, much like what happened with Helen later.
So one can say that Johny walker got an item boy song in his movies. It all began with “Naya Daur” or may be with some other movie released in the same era. That song became very popular and as a result, one song on Johny Walker became a fixture of movies featuring him.
And these songs were typically sung by Rafi. This song is indeed sung by Rafi, who also lent his voice for Dilip Kumar in this movie. Sahir was the lyricist and O P Nayyar had composed the music.
The song “Main Bambai ka babu” talks about “Bambai”. If one recalls, there was another Rafi-Johny Walker song that also talked about “Bombai” viz “ye hai Bombay meri jaan”. In fact, popularity of such songs led to a few more me-too “Bambai” songs, a few of which have already been posted in this blog.
Song-Main Bambai ka babu (Naya Daur) (1957) Singer-Rafi, Lyrics-Sahir Ludhianvi,MD-O P Nayyar
Lyrics
Main Bambai ka babu naam mera anjaana
English dhun me gaaun main Hindustaani gaana
he Main Bambai ka babu naam mera anjaana
English dhun me gaaun main Hindustaani gaana
Main Bambai ka babu
Ye duniya hai uski do duniya se khele
sakhti ho ya narmi arre hanste hanste jhele
Ye duniya hai uski do duniya se khele
sakhti ho ya narmi arre hanste hanste jhele
sunlo aji sunlo ye jaadoo ka taraana
Main Bambai ka babu naam mera anjaana
English dhun me gaaun main Hindustaani gaana
Main Bambai ka babu
Kuchh hai daulat waale kuchh hai taaqat waale
asli waale wo hain arre jo hai himmat waale

he Main Bambai ka babu
Aaya hoon main bandhu Roos aur Cheen me ja ke
Kaam ki baat bataadi arre Comedy gaana gaake
Aaya hoon main bandhu Roos aur Cheen me ja ke
Kaam ki baat batadi maine Comedy gaana gaake
sunlo aji sunlo ye jaadoo ka taraana
he Main Bambai ka babu naam mera anjaana
English dhun me gaaun main Hindustaani gaana
Main Bambai ka babu naam mera anjaana
English dhun me gaaun main Hindustaani gaana
Main Bambai ka babu

October 26, 2015 at 12:02 pm
LikeLike