maar kataari mar jaana
Posted on: June 24, 2009
“Shehnaayi” (1947) was a box office hit movie. One big attraction of this movie was its music. The movie had some path breaking songs in it.
I have posted a few wonderful songs from this movie, including the iconic “aana meri jaan sunday ke sunday”. Here is another song from this movie.
This song-” maar kataari mar jaana” is sung by Amirbai Karnataki. P L Santoshi is the lyricist and C Ramchandra composed the music.
Audio
Video
Song-maar kataari mar jaana (Shehnaayi) (1947) Singer-Amirbai Karnataki, Lyrics-P L Santoshi, MD-C Ramchandra
Lyrics
hamen kyaa pataa thaa
ke dil ki kali ko masal denge wo
hamen kyaa pataa thaa
ki raahat ko gham mein badal denge wo
muhabbat ke waade aur jhooti taaqat mein
kisi aur ke ho ke chal denge wo
isi liye to kahaa thaa betaa
maari kataari mar jaanaa
maari kataari mar jaanaa
re akhiyaan kisi se milaanaa na
ho milaanaa na
maari kataari mar jaanaa
re akhiyaan kisi se milaanaa na
ho milaanaa na
khaa ke zahar mar jaane
re man mein kisi ko basaanaa na
ho basaanaa na
haay duniyaa ki koyi bhi cheez ab bhaati nahin
chain ab aataa nahin hai neend ab aati nahin
jin ko aanaa thaa na aaye
jaane waale jaa chuke
haan
dil ko jaanaa thaa gayaa par jaan kyun jaati nahin
isi liye to kahaa tha beta
peechhe pade hai pachhtanaa
peechhe pade hai pachhtanaa
tu apnaa kisi ko banaanaa na
ho banaanaa na
peechhe pade hai pachhtanaa
tu apnaa kisi ko banaanaa na
ho banaanaa na
maar kataari mar jaanaa
re ankhiyaan kisi se milaanaa naa
ho milaanaa na
kyun in aankhon ne unkaa
ab tak intezaar kiyaa
kyun is bhole dil ne
un par baar baar aitbaar kiya
jo yahi mohabaat ka badla
mujhko milne waala tha
aa
kyun duniya ke taane sahke
maine unse pyaar kiyaa
isi liye to kahaa thaa betaa
sunke hansegaa zamaana
sunke hansegaa zamaana
apna kisi ko sunaana naa
ho sunaana na
sunke hansegaa zamaana
apna kisi ko sunaana naa
ho sunaana na
maar kataari mar jaanaa
re ankhiyaan kisi se milaanaa naa
ho milaanaa na




June 24, 2009 at 7:01 am
i looooove this song: something about the way Shamshad Begum says all those “***aana naa”s!
LikeLike