Baabul ham tore angna ki chidiyaa
Posted on: January 6, 2013
“College Girl” (1960) was a Rawal Films production. The movie was produced by B L Rawal and directed by T Prakash Rao. The movie had Shammi Kapoor, Vyjayanthimala, Om Prakash, Tabassum, Raj Mehra, Purnima, Nana Palsikar, Randhir, Achala Sachdev, Mohan Choti, Leela Misra, Vinod Sharma, Sarita Devi, Kumud Tripathi, Ravikant, Shyamlal etc in it.
Three songs from this movie have been discussed in the past. Here is another song from this movie. This song is a bidaai song which is sung by Lata and chorus. Rajinder Krishan is the lyricist and music is composed by Shankar Jaikishan. The song is lip synced byt Vyjyanti mala (playing the saheli of the bride) and others. The bride, as far as I can guess, is played by Tabassum. I request our knowledgeable readers to confirm/ refute my identification.
PS-It is Purnima. I thank Prakashchandra for this identification.
Lyrics of this song were sent to me by Atif M.
Audio
Video
Song-Baabul ham tore angna ki chidiya (College Girl)(1960) Singer-Lata, Chorus, Lyrics-Rajinder Krishan, MD-Shankar Jaikishan
Lyrics(Provided by Atif M)
baabul hum tore angana ki chidiya
do din yahaan sau din ghar paraaye
baabul hum tore angana ki chidiya
do din yahaan sau din ghar paraaye
baabul hum tore
bachpan beeta tere pyaar ki chhaaon mein
bachpan beeta tere pyaar ki chhaaon mein
leke jawaani chali jaane kis gaaon mein
jaane kis gaaon mein
hum to janam hi se dhan hain paraaya
kab tak tu bhi hamein ghar pe bithaaye
baabul hum tore angana ki chidiya
do din yahaan sau din ghar paraaye
baabul hum tore
gudiyon ke khel the ya sakhiyon ka shor thha
gudiyon ke khel the ya sakhiyon ka shor thha
aankh micholi ka zamaana kuchh aur thha
zamaana kuchh aur tha
haath pakad ke mera poochhe woh gudiya
bol chali hai kahaan ankhiyaan churaaye
baabul hum tore angana ki chidiya
do din yahaan sau din ghar paraaye
baabul hum tore
goad mein teri suni jitni kahaaniyaan
goad mein teri sunin jitni kahaaniyaan
dil pe rahengi ban ke teri nishaaniyaan
teri nishaaniyaan
leke chale hain mujhe door kahin ab
chaar kahaar meri doliya uthaaye
baabul hum tore angana ki chidiya
do din yahaan sau din ghar paraaye
baabul hum tore angana ki chidiya
do din yahaan sau din ghar paraaye
baabul hum tore




January 6, 2013 at 4:28 pm
Atul ji
Its PURNIMA (the Bride)
and not Tabassum.And the other male actor is Nana Palsikar.
LikeLike