Tauba tauba meri tauba
Posted January 6, 2013
on:“Reshma Aur Shera” (1971) was an Ajanta Arts Production. It was produced and directed by Sunil Dutt. The movie had Sunil Dutt, Waheeda Rehman, Rakhee, Amitabh Bachchan, Jayant, Vinod Khanna, Amrish Puri, Padma Khanna, Ranjeet, Sudhir, Sulochana Latkar, Dulari, K N Singh, B.B .Bhalla, Prem Kumar,Naval Kumar, Baby Guddi,Sanjay Dutt,,Om prakash Chopra, Rajindar Pal etc in it.
Today (6 january 2013) is the death anniversary of Jaidev. On this occasion, here is a song from “Reshma Aur Shera” (1971). This song is a mujra song. It is sung by Asha Bhonsle and it is performed by Padma Khanna with gusto. The picturisation also shows Vinod Khanna, Amitabh Bachchan and Naval Kumar who play her clients.
Rajinder Krishan is the lyricist. Music is composed by Jaidev.
Lyrics of this song were sent to me by Prakashchandra.
Video
Audio
Song-Tauba tauba meri tauba (Reshma Aur Shera)(1971) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Rajinder Krishan, MD-Jaidev
Lyrics(Provided by Prakashchandra)
huhh haaa huhhh…huhh
huhh haaa huhhh huhh
hhhh
taubaa taubaa
hhhh
meri taubaa
ek toh ye bharpoor jawaani
uss par ye tanhayee
meri taubaa
haaye haaye taubaa
meri taubaa
haan aaaa
ek toh ye bharpoor jawaani
uss par ye tanhayee
meri taubaa
haaye haaye taubaa aaaa aaaa
raat ka daaman
laakh sitaare ae
apne saathi
dard bechaare
na koyee aahat
na koyee hulchal
na koyee aahat
na koyee hulchal
beeti ghadiyaan aaaa
soonaa har pal………
soonaa har pal
karwat
karwat karwat
kaise maine
sagri rain bitaayee
meri taubaa…
hhhh..hhh…hhhhhhhh
haaye haaye taubaa
hhh…..meri taubaa aaaa
ek toh ye bharpoor jawaani
uss par ye tanhaayee
meri taubaa
haaaaaye
meri taubaa
taubaa….taubaaa
dil tadapkar
dar-o-deewaar se fariyaad kare
dil tadapkar
dar-o-deewaar se fariyaad kare
koyee aaye
mere pehloo ko abaad kare
koyee aaye
mere pehloo ko abaad kare
ek beemaar e
mohabbat ka
maseehaa…. bankar
ek beemaar e
mohabbat ka
maseehaa bankar
mujhko tanhayee ki
iss qaid se aazaad kare
mujhko tanhayee ki
iss qaid se aazaad kare
o yaaaar mere
dildaaar mere
o yaar mere
dildaar mere
humraaz mere
dumsaaz mere
aa jaa aa jaaa
aa jaa aa jaaa……….
hho aa jaa aa jaaa..aaaa
aa jaa aa jaaa
tak tak
tak tak teri bhaat zaalimaa
aankh meri pathharaayee
meri taubbaa
haaye haaye taubaa
meri taubaa……….aaaaa..aaaa
ek toh ye bharpoor jawaani
uss par ye tanhayee
meri taubaa
hhh…mar gayee taubaa taubaaa
kaash ke manwaa meraa baalak hotaa
kaash ke manwaa meraa baalak hotaa
isse
deke khilonaa
behlaa leti
ho isse godee mein apne bithaa leti
ho isse seene pe apne lagaa leti
kaash ke manwaa meraa baalak hotaa
par ye paglaa
hh..aaa…hhhh..aaaa
aisaa chanchal
par ye paglaa
toh
aisaa chanchal
maange haath piyaa kaa aaaaa…aaaa
maange haath piyaa kaa…aaa
ye kyaa jaane
barson guzre
chhootaa saath piyaa kaa aaaaa…aaaaa…aaaaa
chhootaa saath piyaa kaa
na aane ki
arre naa aane ki
uss bairi ne
aisi saugandh khaayee
ke meri taubaa
haaye haaye taubaa
ho mar gayee taubaa aaaaaa
ek toh ye bharpoor jawaani
uss par ye tanhaayee
meri taubaa
haaaaaye
meri taubaa
taubaa taubaaa
meri… taubaa
haaye haaye taubaa
mar gayee taubaa
taubaa taubaa..hhh.hhh..hhhhhhhhhh
taubaa taubaa…hhh..hhhh…hhhhh
mar gayee taubaaaa…hhh…hhhhh
hhhh..hhh hh.hhh.hhh.hhh.hhh hh..hhhhh
January 6, 2013 at 9:17 pm
Fabulous film. I loved Padma Khanna’s multicolor lehenga in this song.
LikeLike