Sitaaron chhup jaana nazar na lagaana
Posted on: May 11, 2013
“Duniya Na Maane” (1959) was a Vishwadeep Chitra Production. It was produced by M M rehni and directed by V Avdhoot. The movie had Pradeep Kumar, Mala Sinha, Sheikh Mukhtar, Minoo Mumtaz, Helen, Bhagwan, Sulochana, Geeta Singh, S. K. Prem, Deisy Irani, Daboo, Parsuram, Mohan Choti, Punam Kapoor, Jamal, Rajan Haksar, Baldev, P. Kiran, Amir Alli, Maya Dass, Sagar, Chandan etc in it.
Three songs from this movie have been discussed in the past. Here is the fourth song from the movie. The song is sung by Asha Bhonsle and it is picturised on Mala Sinha as a “waiting for beloved” genre of song.
Rajinder Krishan is the lyricist. Music is composed by Madan Mohan.
Lyrics of this song were sent to me by Atif M.
Song-Sitaaron chhup jaana nazar na lagaana (Duniya Na Maane)(1959) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Rajinder Krishan, MD-Madan Mohan
Lyrics(Provided by Atif M)
sitaaron chhup jaana nazar na lagaana
ke gori gori chaandni mein aayenge balam
hawaaon lehraana ghataao mat aana
ke gori gori chaandni mein aayenge balam
sitaaron chhup jaana
dabe dabe paaon jab aayenge sainyaan
dabe dabe paaon jab aayenge sainyaan
chupke se aake meri pakdenge bainyaan
raat rangeeli hogi raseeli
ke gori gori chaandni mein aayenge balam
sitaaron chhup jaana nazar na lagaana
ke gori gori chaandni mein aayenge balam
sitaaron chhup jaana aa
poochhenge kaun hoon main ankhiyaan chhupa ke
poochhenge kaun hoon main ankhiyaan chhupa ke
chhedenge hum jhootha naam bata ke
kitna suhaana hoga bahaana
ke gori gori chaandni mein aayenge balam
sitaaron chhup jaana nazar na lagaana
ke gori gori chaandni mein aayenge balam
sitaaron chhup jaana aa
neend mein hogi saari duniya to khoyi
neend mein hogi saari duniya to khoyi
jaanega preet se raaz na koyi
chaand jalega jal ke dhalega
ke gori gori chaandni mein aayenge balam
sitaaron chhup jaana nazar na lagaana
ke gori gori chaandni mein aayenge balam
hawaaon lehraana ghataaon mat aana
ke gori gori chaandni mein aayenge balam
sitaaron chhup jaana




September 25, 2014 at 5:19 pm
A nice peppy song!
LikeLike