Bach ke kahaan jaaoge in nigaahon se
Posted by: Atul on: June 17, 2012
“Yakeen” (1969) was a Navratna Pictures presentation. It was directed by Brij. The movie had Dharmendra, Sharmila Tagore, Sunder, Helen, Anwar Hussain, Asit Sen, Brahm Bharadwaj, Vinod Sharma, Mukri, Dharmendra, Kamini Kaushal, David Abraham, Shetty, Gautam Mukherji etc in it.
Here is a “Helen” song from this movie. This song is sung by Asha Bhonsle, as expected. Hasrat Jaipuri is the lyricist and music is composed by Shankar Jaikishan.
Apart from Helen, the bar dance song also shows Dharmendra, Anwar Hussain, David etc.
Audio
Video
Song-Bach ke kahaan jaaoge (Yakeen)(1969) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Hasrat Jaipuri, MD-Shankar Jaikishan
Lyrics
bach ke
bach ke
bach ke
bach ke
bach ke
bach ke kahaan jaaoge
bach ke kahaan jaaoge
in nigaahon se
in adaaon se
bach ke kahaan jaaoge
bach ke kahaan jaaoge
bach ke kahaan jaaoge
bach ke kahaan jaaoge
in nigaahon se
in adaaon se
bach ke kahaan jaaoge
bach ke kahaan jaaoge
mere khayaalon ka ghera
gherega tumko machal kar
rasta na paaoge babu
reh jaaoge haath mal kar
mere khayaalon ka ghera
gherega tumko machal kar
rasta na paaoge babu
reh jaaoge haath mal kar
bach bach ke
bach bach ke
bach ke
bach ke
bach ke kahaan jaaoge
bach ke kahaan jaaoge
in nigaahon se
in adaaon se
bach ke kahaan jaaoge
bach ke kahaan jaaoge
bechain haalat tumhaari
kehti hai dil ka fasaana
mehfil mein ghabra rahe ho
sambhlo tumhe hamne jaana
bechain haalat tumhaari
kehti hai dil ka fasaana
mehfil mein ghabra rahe ho
sambhlo tumhe hamne jaana
bach bach ke
bach ke
bach bach ke
bach ke
bach ke
bach ke kahaan jaaoge
bach ke kahaan jaaoge
in nigaahon se
in adaaon se
bach ke kahaan jaaoge
bach ke kahaan jaaoge
gehri hain meri nigaahen
jaise samnandar mein moti
gin le sitaare gagan ke
chheene sitaaron se jyoti
gehri hain meri nigaahen
jaise samnandar mein moti
gin le sitaare gagan ke
chheene sitaaron se jyoti
bach bach ke
bach bach ke
bach ke
bach ke
bach ke kahaan jaaoge
bach ke kahaan jaaoge
in nigaahon se
in adaaon se
bach ke kahaan jaaoge
bach ke kahaan jaaoge
bach ke kahaan jaaoge
bach ke kahaan jaaoge
in nigaahon se
in adaaon se
bach ke kahaan jaaoge
bach ke kahaan jaaoge
Share this:
- Click to email a link to a friend (Opens in new window) Email
- Click to share on Tumblr (Opens in new window) Tumblr
- Click to share on LinkedIn (Opens in new window) LinkedIn
- Click to share on Reddit (Opens in new window) Reddit
- Click to print (Opens in new window) Print
- Click to share on Pinterest (Opens in new window) Pinterest
- Click to share on Facebook (Opens in new window) Facebook
- Click to share on X (Opens in new window) X
Related
3 Responses to "Bach ke kahaan jaaoge in nigaahon se"
2 | prakashchandra
June 24, 2019 at 1:14 pm
VIDEO
https://www.youtube.com/watch?v=CXAAuFywUVg
LikeLike




June 25, 2012 at 10:45 am
very very nice song
LikeLike