Aa aaja dikhaaun tujhe jannat ki shaam
Posted on: September 8, 2013
“Laal Paththar” (1971) was an Eagle Films production. It was produced by F C Mehra and directed by Sushil Majumdar. The movie had Raaj Kumar, Hema Malini, Rakhee Gulzar, Vinod Mehra, Asit Sen, Paintal, Dulari, Chandramohan, Sujata Bakshi, Meena T, Leela Mishra, Chandrima Bhaduri, Sadhana Khote, Shefali, Master Sailesh, Shobha, Satyendra Kapoor, Lata Arora, Ranvir Raj, Radheshyam, Dev Sharma, Mahendra, Durrani, Keshav Rana, Bihari, Uma Khosla, Padma Khanna, Sushil Majumdar, Ajit, D K Sapru, Sanjana etc in it.
Today (8 september 2013) is the 80th birth anniversary of Asha Bhonsle. On this occasion, here is a mujra song from “Laal Pathhar” (1971). It is sung by Asha Bonsle with her characteristic elan and performed by Padma Khanna with her characteristic elan as well.
Hasrat Jaipuri is the lyricist. Music is composed by Shankar Jaikishan.
Lyrics of this song were sent to me by Atif M.
Song-Aa aaja dikhaaun tujhe jannat ki shaam (Laal Patthar)(1971) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Hasrat Jaipuri, MD-Shankar Jaikishan
Lyrics(Provided by Atif M)
aa aaja
aa aa aaja
aa aaja
dikhaaun tujhe jannat ki shaam
aa aaja
dikhaaun tujhe jannat ki shaam
zulfon ki chhaiyan mein kar le aaraam
zulfon ki chhaiyan mein kar le aaraam
aa aaja
aa aa aaja aa
aa aaja
dikhaaun tujhe jannat ki shaam
aa aaja
dikhaaun tujhe jannat ki shaam
jo rang mere badan mein hai
woh gulon mein kahaan
mehak uthi hai yeh mehfil
ajab gulaab hoon main
meri ada meri paayal yeh geet mastaane
mera jawaab nahin
haaye lajawaab hoon main
aankhen mila ke pee le aankhon ke jaam
aankhen mila ke pee le aankhon ke jaam
aa aaja
aa aa aaja aa
aa aaja
dikhaaun tujhe jannat ki shaam
aa aaja
dikhaaun tujhe jannat ki shaam
jahaan mein aaye ho
kuchh roz aish kar jaao
na jaane kal yeh zamaana rahe rahe na rahe
yeh zindagi hai badi bewafa tumhaari qasam
na jaane kal yeh taraana rahe rahe na rahe
dekha jaayega
jo hoga anjaam
dekha jaayega
jo hoga anjaam
aa aaja
aa aa aaja aa
aa aaja
dikhaaun tujhe jannat ki shaam
aa aaja
dikhaaun tujhe jannat ki shaam
zulfon ki chhainyaan mein kar le aaraam
zulfon ki chhainyaan mein kar le aaraam
aa aaja
aa aa aaja aa
aa aaja
dikhaaun tujhe jannat ki shaam
aa aaja
dikhaaun tujhe jannat ki shaam




September 17, 2023 at 7:58 pm
working audio:
LikeLike