Chaacha daudiyo re ki chuhiyaa kaatne ko aayi
Posted on: May 1, 2017
This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
“Do Bhai”(1961) was directed by Vishram Bedekar for All India Pictures. The movie had Abhi Bhattacharya, Shakila, Anil Kumar, Helen, Sulochana, Daisy Irani, Manorama, Rajan Haksar, Indira Bansal, Durga Khote, Om Prakash etc in it.
Five songs from this movie have been discussed in the past.
Here is the sixth and final song from “Do Bhai”(1961) to appear in the blog. This song is a light hearted children’s song. It is sung by Asha Bhonsle and chorus. The song is picturised on Daisy Irani and other children and it is about the exploits of a mighty mouse who has terrified reputed hunters as well as cats, sending them packing to places as far as Calcutta and Delhi respectively. 🙂
Jaan Nisaar Akhtar is the lyricist. Music is composed by N Datta.
With this forgotten gem of a song, “Do Bhai”(1961) joins the list of movies that have all their songs covered in the blog.
Song-Chaacha daudiyo re (Do Bhai)(1961) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Jaan Nisaar Akhtar, MD-N Datta
Chorus
Lyrics
chaacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi
o chaacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi
chuhiya kaatne ko aayi
chuhiya kaatne ko aayi
chaacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi
desh desh ke raaje aaye le le ke bandooken
oye le le ke bandooken
jab chuhiya ne poonchh hilaayi nikli sabki phoonken
chaacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi
chuhiya kaatne ko aayi
chuhiya kaatne ko aayi
o chaacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi
ek din chaacha bola kaatoon chuhiya ka main patta
kaatoon chuhiya ka main patta
kaatoon chuhiya ka main patta
o o
ek din chaacha bola kaatoon chuhiya ka main patta
chuhiya ne ek phoonk jo maari
chuhiya ne ek phoonk jo maari
ja pahuncha Kalkatta
chaacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi
chuhiya kaatne ko aayi
chuhiya kaatne ko aayi
o chaacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi
apna chaacha bada sayaana
apna chaacha bada sayaana
ik din laaya billi
oye ik din laya billi
chuhiya ne ek thokar maari
ja pahuncha wo Dilli
chaacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi
chuhiya kaatne ko aayi
chuhiya kaatne ko aayi
o chaacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi
atom bomb ko lekar aaya chaacha ye matwaala
o chaacha ye matwaala
chaacha ye matwaala
o o
atom bomb ko lekar aaya chaacha ye matwaala
chuhiya ne ik chheenk jo maari
chuhiya ne ik chheenk jo maari
ja pahucha Patiyaala
chaacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi
chuhiya kaatne ko aayi
chuhiya kaatne ko aayi
chaacha daudiyo re ki chuhiya kaatne ko aayi




Leave a comment