Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Main tumhi se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai

Posted on: August 3, 2010


During the golden era of Hindi film music, movies, irrespective of their grading (A, B, C or whatever) tended to have A grade music. Not just the big name music directors, even lesser music directors were just as good as any. It is just that opportunities were few and far between and any many great talents were starved of opportunities.

If one listens to the music of “Black Cat” (1959), one wonders how N Datta, the music director of this movie, failed to get more opportunities. He was not alone, there were others too, who despite of creating great music in the limited opportunities that they got, always remained on the fringes.

Here is a superb song from “Black Cat” (1959). It is sung by Lata (with a few lines by Rafi). This lovely romantic song is picturised on Minu Mumtaz and Balraj Sahni. Jaan Nissar Akhtar is the lyricist. Here is this sweet romantic song “main tumhi se poochti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai”.

This song has Lata solo versions as well. That makes this song a multiple version song (with three versions).

Video – Rafi Lata (Duet)

Audio – Rafi Lata (Duet)

Audio – Lata solo (Happy version)

Video – Lata Slow (Sad version)

Song-Main tumhi se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai (Black Cat) (1959) Singer-Lata, Rafi, Lyrics-Jaan Nissar Akhtar, MD-N Datta

Lyrics

koyi iqraar kare,
yaa koyi inkaar kare
ham se ek baar,
nigaahen to zaraa chaar kare

tum haseen ho
tumhen sab dil mein jagah dete hain
ham mein kyaa baat hai,
aisi jo koyi pyaar kare

main tumhi se poochhti hoon,
mujhe tum se pyaar kyun hai
kabhi tum dagaa na doge,
mujhe aitbaar kyun hai
main tumhi se poochhti hoon,
mujhe tum se pyaar kyun hai
kabhi tum dagaa na doge,
mujhe aitbaar kyun hai
main tumhi se poochhti hoon

mujhe kyun pukaartin hain,
ye jawaan jawaan fizaayen
mujhe mil gayi kahaan se,
ye haseen haseen adaayen
ye haseen haseen adaayen
mere zindagi pe chhaayi,
ye nayi bahaar kyun hai
main tumhi se poochhti hoon,
mujhe tum se pyaar kyun hai
kabhi tum dagaa na doge,
mujhe aitbaar kyun hai
main tumhi se poochhti hoon

jo qadam uthaa rahi hoon,
wo qadam bahak rahaa hai
mile tum se kyaa nigaahen,
meraa dil dhadak rahaa hai
meraa dil dhadak rahaa hai
mere dil pe haath rakh do,
tumhe intazaar kyun hai
main tumhi se poochhti hoon,
mujhe tum se pyaar kyun hai
kabhi tum dagaa na doge,
mujhe aitbaar kyun hai
main tumhi se poochhti hoon

tumhin saamne ho mere,
main jidhar nazar uthaaun
tumhen bhoolnaa bhi chaahoon,
to kabhi na bhool paaun
to kabhi na bhool paaun
mere dil pe haay itnaa
tumhe ikhtiyaar kyun hai
main tumhi se poochhti hoon,
mujhe tum se pyaar kyun hai
kabhi tum dagaa na doge,
mujhe aitbaar kyun hai
main tumhi se poochhti hoon

—————————————–
Lata solo version
—————————————–
Happy version
——————–
main tumhi se poochhti hoon
mujhe tum se pyaar kyun hai
kabhi tum daga na doge
mujhe aitbaar kyun hai
main tumhi se poochhti hoon
mujhe tum se pyaar kyun hai
kabhi tum daga na doge
mujhe aitbaar kyun hai
main tumhi se poochhti hoon

mujhe kyun ?? rahi hain
ye jawaan jawaan phizaayen
?? mil gayi khaan se
ye haseen haseen adaayen
ye haseen haseen adaayen
mere zindagi pe chhaayi
ye nayi bahaar kyun hai
main tumhi se poochhti hoon
mujhe tum se pyaar kyun hai
kabhi tum daga na doge
mujhe aitbaar kyun hai
main tumhi se poochhti hoon

jo qadam uthha rahee hoon
wo qadam bahak raha hai
milin tum se kya nigaahen
mera dil dhadak raha hai
mera dil dhadak raha hai
mere dil pe haath rakh do
tumhe intezaar kyun hai
main tumhi se poochhti hoon
mujhe tum se pyaar kyun hai
kabhi tum daga na doge
mujhe aitbaar kyun hai
main tumhi se poochhti hoon

tum saamne ho mere
main jidhar nazar uthhaaun
tumhen bhoolna bhi chhaaoon
to kabhi na bhool paaun
to kabhi na bhool paaun
mere dil pe haaye itna
tumhen ikhtiyaar kyun hain
main tumhi se poochhti hoon
mujhe tum se pyaar kyun hai
kabhi tum daga na doge
mujhe aitbaar kyun hai
main tumhi se poochhti hoon

—————————————
Lata slow version
—————————————
tum saamne ho mere
main jidhar nazar uthaaun
tumhen bhoolna bhi chhaahoon
to kabhi na bhool paaun
to kabhi na bhool paaun

mere dil pe haaye itna
mujhe ikhtiyaar kyun hai
main tumhi se poochti hoon
mujhe tumse pyaar kyun hai
kabhi tum daga na doge
mujhe aitbaar kyun hai
main tumhi se poochti hoon

5 Responses to "Main tumhi se poochhti hoon mujhe tumse pyaar kyun hai"

i love this song really atul…..apki pasand bahut achi hai thanks for uploading…

Like

Can someone translate the meaning of these lyrics of this song ? Excellent song.

Like

Like

Like

Love this song.. very soothing.

Like

Leave a reply to Pradeep Raghunathan Cancel reply

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18200 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18283

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1404
Total Number of movies covered=4947

Total visits so far

  • 16,430,851 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,007 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory