Hamne khaayi hai mubhabbat mein jawaani ki qasam
Posted on: November 20, 2011
“Dilruba”(1950) is a movie which was produced by Lotus Orient Films. It was directed by Dwarka Khosla. The star cast of the movie included names like Dev Anand, Rehana, Cuckoo, Yakub, Balam, Achla Sachdev, Gogia Pasha etc.
This movie has fantastic music in it. I have discussed as many as six songs from this movie including the 2000th song of this blog.
Here is the seventh song from this movie. This song is a romantic duet. It is sung by Geeta Dutt and G M Durrani and it is picturised on Rehana and Dev Anand. S H Bihari is the lyricist. Music is composed by Gyan Dutt.
Audio
Video
Song-Hamne khaayi hai muhabbat mein jawaani ki qasam (Dilruba)(1950) Singers-Geeta Dutt, G M Durrani, Lyrics-S H Bihari, MD-Gyan Dutt
Geeta Dutt + G M Durrani
Lyrics
hamne khaayi hai muhabbat mein jawaani ki qasam
hamne khaayi hai
hamne khaayi hai muhabbat mein jawaani ki qasam
na kabhi honge judaa ham
na kabhi honge judaa ham
na kabhi honge judaa ham
na kabhi honge judaa ham
hamne khaayi hai
hamne khaayi hai muhabbat mein jawaani ki qasam
hamne khaayi hai
qasam apni apni nibhaayenge donon
qasam apni apni nibhaayenge donon
alag apni duniya basaayenge donon
alag apni duniya basaayenge donon
taraane muhabbat ke gaayenge donon
taraane muhabbat ke
taraane muhabbat ke gaayenge donon
pyaar badhhta hi rahega
hoga na kabhi kam
pyaar badhhta hi rahega
hoga na kabhi kam
na kabhi honge judaa ham
na kabhi honge judaa ham
na kabhi honge judaa ham
na kabhi honge judaa ham
hamne khaayi hai
hamne khaayi hai muhabbat mein jawaani ki qasam
hamne khaayi hai
zamaana sataaye
rulaaye bhi lekin
ye aapas mein jhagde lagaaye bhi lekin
safar zindagi ka
ab ek saath hoga
aaa
mere haath mein aap ka haath hogaa
taraane muhabbat ke gaayenge donon
taraane muhabbat ke
taraane muhabbat ke gaayenge donon
pyaar badhhta hi rahega
hoga na kabhi kam
pyaar badhhta hi rahega
hoga na kabhi kam
na kabhi honge judaa ham
na kabhi honge judaa ham
na kabhi honge judaa ham
na kabhi honge judaa ham
hamne khaayi hai
hamne khaayi hai muhabbat mein jawaani ki qasam
hamne khaayi hai
3 Responses to "Hamne khaayi hai mubhabbat mein jawaani ki qasam"
Good Morning Atul
You made my day
Wonderful Lyric and song
God blessings be with you
With my blessings
Uma Maheswar Nakka
LikeLike




November 20, 2011 at 7:49 am
Rehana was quite a pretty girl. What happened to her? She was never seen after this movie. G M Durrani had a good voice. He was under used by our music directors….
LikeLike