Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindabaad

Posted on: June 21, 2010


When I looked at the list of the old farmaishes for songs, I found that this song from “Mughal e Azam” (1960) was not yet posted. all these days, I was under the impression that I had already posted this song.

Here is this song from “Mughal e Azam” (1960). In a movie where most songs are sung by female singers, this is a song with a difference. It is sung by a male voice, viz Rafi. But the song is not lip synced by a lead actor as one may expect. It is ‘sung” on screen by some lesser actor whom I do not recognise. I request my knowledgeable readers to identify him for me and other less knowledgeable people.
PS-Now I know that the song is picturised on an actor called M Kumar. I thank Veena Seth for this information.

The song is written by Shakeel Badayuni and it is composed by Naushad.


Song-Zindabad zindabad ae muhabbat zindaabaad (Mughal e Azam) (1960) Singer-Rafi, Lyrics-Shakeel Badayuni, MD-Naushad

Lyrics

wafaa ki raah mein
aashiq ki id hoti hai
khushi manaao
muhabbat shaheed hoti hai
zindaabaad
zindaabaad
ae muhabbat zindaabaad
ae muhabbat zindaabaad
zindaabaad
zindaabaad
ae muhabbat zindaabaad
daulat ki zanjeeron se tu
daulat ki zanjeeron se tu
rahti hai aazaad
zindaabaad
zindaabaad
ae muhabbat zindaabaad
ae muhabbat zindaabaad

mandir mein masjid mein tu
aur tu hi hai imaanon mein
murli ki taanon mein tu
aur tu hi hai aazaanon mein
tere dam se deen-dharam ki
duniyaa hai aabaad
zindaabaad
zindaabaad
ae muhabbat zindaabaad
ae muhabbat zindaabaad

pyaar ki aandhi ruk na sakegi
nafrat ki deewaaron se
khoon-e-muhabbat ho na sakegaa
khanjar se talwaaron se
mar jaate hain aashiq zindaa
rah jaati hai yaad
zindaabaad
zindaabaad
ae muhabbat zindaabaad
ae muhabbat zindaabaad

aa aa aa
aa aa aa

ishq baghaawat kar baithe to
duniyaa kaa rukh mod de
aag lagaa de mahlon mein
aur takht-e-shaahi chhod de
seenaa taane maut se khele
kuchh na kare fariyaad
zindaabaad
zindaabaad
zindaabaad
zindaabaad
ae muhabbat zindaabaad
ae muhabbat zindaabaad

aa aa aa
aa aa aa
aa aa aa

taaj hukoomat jiskaa mazhab
phir uskaa imaan kahaan
taaj hukoomat jiskaa mazhab
phir uskaa imaan kahaan
jiske dil mein pyaar na ho,
wo pathhar hai insaan kahaan
jiske dil mein pyaar na ho,
wo pathhar hai
insaan kahaan
pyaar ke dushman hosh mein aa ,
ho jaayegaa barbaad
zindaabaad
zindaabaad
ae muhabbat zindaabaad
ae muhabbat zindaabaad
zindaabaad
zindaabaad
zindaabaad
zindaabaad

10 Responses to "Zindaabaad zindaabaad ae muhabbat zindabaad"

Atul, you have a very nice clip. The ones I’d seen on youtube were not as good and I thought I didn’t like this song at all. But hearing it here, I love it. Rafi’s voice is so unmistakeable–of all the male singers, it’s easiest for me to ID him.

Like

This clip is very much a youtube clip too.

Like

the name of the actor singing is ‘M. Kumar’. sculptor sangtraash in mughleazam

Like

Thanks for this information.

Like

Interesting! Keep up the good work.

Like

Please any of you tell me the full name of M Kumar accompanied by a brief account of him .

Like

M Kumar’s actual name is Mir Mujjan Ali Hussain Zaidi with place of birth Lucknow . He was born on 23 September 1903 .

Like

He later on migrated to Pakistan.

Like

Like

Kumar (real name Syed Hasan Ali Zaidi, who appeared in Mughal-e-Azam, Shri 420, he iz father of actor “Haidar Ali” nukkad fame and appeared in song Khwaja mere khwaja dil mein sama ja

Like

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18347

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1431
Total Number of movies covered=4961

Total visits so far

  • 16,542,242 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,008 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory