Oonchi oonchi duniyaa ki deewaaren sainyya tod de
Posted July 25, 2010
on:“Naagin” (1954) has so many songs that it is easy to lose track of them. And there are songs which seem like extensions of earlier songs. For instance, the song “teri yaad mein jalkar dekh liyaa” is immediately followed by “Oonchi oonchi duniyaa ki ” song.
I recently posted the song “teri yaad mein jalkar dekh liya”. To round things up, here is the song “Oonchi oonchi duniya ki deewaaren” from “Naagin” (1954). This song is sung by Lata and it is picturised on Vyjyanti Mala of course, with Pradeep Kumar and others also visible in the picturisation. Rajinder Krishan is the lyricist and Hemant Kumar is the music director.
Audio
Video
Song-Oonchi oonchi duniyaa ki deewaaren sainyya tod ke (Naagin) (1954) Singer-Lata, Lyrics-Rajinder Krishan, MD-Hemant Kumar
Lyrics
oonchi oonchi duniyaa ki
deewaaren sainyaa tod ke ji tod ke
main aayi re tere liye saaraa jag chhod ke
oonchi oonchi duniyaa ki
deewaaren sainyaa tod ke ji tod ke
main aayi re tere liye saaraa jag chhod ke
yaar milaa dildaar milaa
mujhe ek nayaa sansaar milaa
yaar milaa dildaar milaa
mujhe ek nayaa sansaar milaa
jhoomti bahaar aayi
dil ko qaraar milaa
jhoomti bahaar aayi
dil ko qaraar milaa
jaane na doongi mukh mod ke ji mod ke
main aayi re
tere liye saaraa jag chhod ke
oonchi oonchi duniyaa ki
deewaaren sainyaa tod ke ji tod ke
main aayi re tere liye saaraa jag chhod ke
raat nayi har baat nayi
hai taaron ki baaraat nayi
raat nayi har baat nayi
hai taaron ki baaraat nayi
ik nayi duniyaa mein
huyi mulaaqaat nayi
ik nayi duniyaa mein
huyi mulaaqaat nayi
jaane na doongi mukh mod ke ji mod ke
main aayi re
tere liye saaraa jag chhod ke
oonchi oonchi duniyaa ki
deewaaren sainyaa tod ke ji tod ke
main aayi re tere liye saaraa jag chhod ke
main aayi re tere liye saaraa jag chhod ke
Leave a Reply