Zara back ke chalo ri mori guinyaan
Posted May 28, 2012
on:“Garma Garam” (1957) was a G M Pictures presentation. It was directed by P L Santoshi. The movie had Bhagwan, Agha, Nadira, Anwar, Gope, Maruti, Krishna Kumari, Mumtaz, Om Prakash etc in it.
This extremely obscure movie had equally obscure songs in it, though the songs are wonderful to listen to.
Here is a song from this movie. It is sung by Rafi. D N Madhok is the lyricist. Music is composed by Vinod.
On the occasion of Vinod’s birthday (28th may), here is this forgotten gem from a forgotten movie.
Song-Zara bach ke chalo ri mori guinyaan(Garma Garam)(1957) Singer-Rafi, Lyrics-D N Madhok, MD-Vinod
Lyrics
bach ke
bach ke
bach ke bach bach ke
bach ke
bach bach ke
zara bach ke chalo ri mori guinyaan
duniya ki nigaahon se
bach bach ke chalo ri meri guinyaan
duniya ki nigaahon se
ye aise karigar hain
ye aise karigar hain
bas kar len dil ki aahon se
dil ki aahon se
zara ji
bach bach ke chalo ri meri guinyaan
duniya ki nigahon se
bach bach ke chalo ri meri guinyaan
dunia ki nigaahon se
bewafa aa aa
bewafa duniya hai
dagaabaz duniya waale
ye gori gori soorat waale
hain dil ke kaale
ye gori gori soorat waale
hain dil ke kaale
bewafa aa aa
ik bulbul maine paala
dil ki dhadkanon par
ik bulbul maine paala
dil ki dhadkanon par
usse raag sikhaaya niraala
dil ki dhadkanon par
usse raag sikhaaya niraala
dil ki dhadkanon par
jab wo ??
behki
matak matak kar chali
to ad-khili kali
ek kameene ne uspe
jhoothe ulfat ka jaadu daala
ae
aye aye aye karne waale
hum nahin tumse darne waale
aye aye aye karne waale
hum nahin tumse darne waale
wo chhuri to ye talwaar
wo chhuri to ye talwaar
kare hain waar nigaahon ke
haaye
kare hain waar nigaahon ke
hai karigar to bas kar ke dikhaa de
isko dil ki aahon se
hai karigar to bas kar ke dikhaa de
isko dil ki aahon se
May 28, 2012 at 2:44 pm
Now I would like to know about Vinod whose 2/3 songs I have recently seen posted here and whose Birthday, we are celebrating today.
LikeLike