Dil tu bhi gaa pyaar mein muskuraa
Posted August 30, 2012
on:“Hamraahi”(1963) was a Prasad Production movie. It was directed by T Prakash Rao. The movie had Rajendra Kumar, Jamuna, Shashikala, Dhumal, Lalita Pawar, Mehmood, Shobha Khote, Indira, N. Hussain, Rajendranath, O. P. Ralhan, Heera Sawant etc in it.
As many as five songs from this movie have been discussed in the past.
Shailendra whose birth anniversary falls today (30 august), was the lyricist of this movie. On this occasion, here is a song from “Hamraahi”(1963). The song is sung by Rafi and it is picturised on Rajendra Kumar and Jamuna.
Music is composed by Shankar Jaikishan.
Lyrics of this song were sent to me by Nitin Shah.
Audio
Video
Song-Dil tu bhi gaa pyaar mein muskuraa (Hamraahi)(1963) Singer-Rafi, Lyrics-Shailendra, MD-Shankar Jaikishan
Chorus
Lyrics(Provided by Nitin Shah)
dil tuh bhi gaa,
pyaar mein muskura
dil tuh bhi gaa,
pyaar mein muskura aa aa
sapne mein joh aate hain aksar
mehfil mein unko bula
la la la
kal joh hua so hua bhool jaa
aa aa aa
sapne mein joh aate hain aksar
mehfil mein unko bula
la la la
woh bhi na bole
ham bhi na bole
aankh mili pehchaan hui
koi chala jab saath safar mein
ham ko dagar aasaan hui
ham ko dagar aasaan hui
dil tuh bhi gaa,
pyaar mein muskura aa aa aa
sapne mein joh aate hain aksar
mehfil mein unko bula
la la la
kal joh hua so hua bhool jaa
aa aa aa
sapne mein joh aate hain aksar
mehfil mein unko bula
la la la
chhod ke aae door kahin
sapne mein joh aate hain aksar
mehfil mein unko bula la la la…
roop-nagar ki bheed mein hamne
khudd ko bhulana sikh liya hai
mastt nazar ke jaam mein hamne
gham ko dubana sikh liye
gham ko dubana sikh liye
dil tuh bhi gaa,
pyar mein muskura
aa aa aa
sapne mein joh aate hain aksar
mehfil mein unko bula
la la la
kal joh hua so hua bhool jaa
aa aa aa
sapne mein joh aate hain aksar
mehfil mein unko bula
la la la
dard bala ka dard hai lekin
hosh nahin toh kuchh bhi nahin
aaj jahaan ko ham duniya ko
chhod ke aaye door kahin
chhod ke aaye door kahin
dil tuh bhi gaa,
pyaar mein muskura
aa aa aa
sapne mein joh aate hain aksar
mehfil mein unko bula
la la la
kal joh hua so hua bhool jaa
aa aa aa
sapne mein joh aate hain aksar
mehfil mein unko bula
la la la
6 Responses to "Dil tu bhi gaa pyaar mein muskuraa"

Before Jubeeli kumar…most of the girls..was only interested in Dev-Raj-Dilip…but than 60’s … it was turn about on him.
LikeLike

August 30, 2012 at 5:34 pm
In Nandurbar(MS) a taluka place; the film celebrated 50 weeks!!!. People were enamoured by the Jubilee hero
LikeLike