Mat jaa mat jaa mat jaa
Posted March 5, 2013
on:There is a song in “Junglee” (1961) that goes Jaa jaa jaa mere bachpan. In this song, the lady wants her childhood to go away never to come back again.
Here is a song from “Chhoti Si Mulaaqaat” (1967) with just the opposite feelings, here a lady entering adulthood wants to hang on to her pre adullthood days. Both these songs have been composed by the same music directors, viz Shankar Jaikishan. When it comes to lyricist, the “Chhoti Si Mulaaqaat” song is penned by Shailendra (it was Hasrat Jaipuri in the “Junglee” song. The “Chhoti si Mulaaqaat” song is sung by Asha Bhonsle and it is picturised on Vyjyanti Mala, whereas the “Junglee” song was sung by Lata and picturised on a dubutant actress, viz Saira Bano.
Lyrics of this song were sent to me by Atif M.
Audio
Video
Song-Mat jaa mat jaa mat jaa (Chhoti Si Mulaaqaat)(1967) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Shailendra, MD-Shankar Jaikishan
Lyrics(Provided by Atif M)
mat ja mat ja mat ja
mere bachpan naadaan
bachpan ne kaha mujh se
kuchh roz ke hum mehmaan
mat ja mat ja mat ja
mere bachpan naadaan
bachpan ne kaha mujh se
kuchh roz ke hum mehmaan
jab se yeh rut matwaali
aayi hai mere aangan
rehte hain khinche se naina
rootha rehta hai man
jab se yeh rut matwaali
aayi hai mere aangan
rehte hain khinche se naina
rootha rehta hai man
apne roothe man ko
main le kar jaaun kahaan
bachpan ne kaha mujh se
kuchh roz ke hum mehmaan
mat ja mat ja mat ja
mere bachpan naadaan
bachpan ne kaha mujh se
kuchh roz ke hum mehmaan
aur bhor talak main jaagi
yeh kaisi meethi agni
jo mere tan mein laagi
kal raat uchat gayi nindiya
aur bhor talak main jaagi
yeh kaisi meethi agni
jo mere tan mein laagi
kar de na mujhe paagal
mere natkhat armaan
bachpan ne kaha mujh se
kuchh roz ke hum mehmaan
mat ja mat ja mat ja
mere bachpan naadaan
bachpan ne kaha mujh se
kuchh roz ke hum mehmaan
kyun laaj lage hai sabse
kyun sabse chhupti phiroon
koyi bhi nahin hai aisa
haal apna jis se kahoon
kyun laaj lage hai sabse
kyun sabse chhupti phiroon
koyi bhi nahin hai aisa
haal apna jis se kahoon
naadaani meri dekho
sab ko samjhoon naadaan
bachpan ne kaha mujh se
kuchh roz ke hum mehmaan
mat ja mat ja mat ja
mere bachpan naadaan
bachpan ne kaha mujh se
kuchh roz ke hum mehmaan
mat ja mat ja mat ja
May 22, 2017 at 11:13 am
LikeLike