Waah re dildaar baanke
Posted March 24, 2013
on:“Ye Dil Kisko Doon” (1963) was a Bindu Kala Mandir Production. It was produced by B D Kapoor and directed by K Mishra. The movie had Shashi Kapoor, Ragini, Jayashree Gadkar, Jeevan, Agha, Anwar Hussain, Sajjan, Kamal Mehra, Asit Sen, Kumar, Naazi, Madhumati, Kundan, Samson, Mirza Musharraf, Khurshid, W M Khan, Mirajkar, Mansaram, Tiger, Ameen Sayani, Vishi etc in it.
Five songs from this movie have been discussed in the past. Here is the sixth song from the movie. This song is sung by Asha Bhonsle and chorus. The song is picturised on Raagini and other female dancers as a stage dance song. Their performance is watched by a house full audience. Shashi Kapoor is part of the audience.
Qamar Jalalabadi is the lyricist. Music is composed by Iqbal Qureshi.
Lyrics of this song were sent to me by Prakashchandra.
Song-Waah re dildaar baanke (Ye Dil Kisko Doon)(1963) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Qamar Jalalabadi, MD-Iqbal Qureshi
Chorus
Lyrics(Provided by Prakashchandra)
aa aa aa aa aa aa
aa aa aa aa aa aa
aa aa aa aa aa aa
waah re dildaar baanke
tumpe main qurbaan shavvam
waah re dildaar baanke
tumpe main qurbaan shavvam
laalaa ke jaan waai waai
tumpe main qurbaan shavvam
laalaa ke jaan waai waai
tumpe main qurbaan shavvam
tumpe qurbaan beimaan baanke yaar shavvam
tumpe qurbaan beimaan baanke yaar shavvam
jab pe dil kaam aayaa
rangeen payaam aayaa
har soo khumhaar chhaayaa
mehfil mein jaam aayaa
hamko bhi neend aayee
kaisaa muqaam aayaaa
jinnki thi yaad aayee
unnkaa salaam aayaa
hoyye
hadippa
hadippa
chummaaa
waahre dildaar baanke
tumpe main qurbaan shavvam
khonchhe dildaar baanke
tumpe main qurbaan shavvam
laalaa ke jaan waai waai
tumpe main qurbaan shavvam
laalaa ke jaan waai waai
tumpe main qurbaan shavvam
tumpe qurbaan beimaan baanke yaar shavvam
tumpe qurbaan beimaan baanke yaar shavvam
khwaabon kaa yaar aayaa
meraa shehkaar aayaaa
aankhon kaa chain aayaaa
dil ka qaraar aayaaa
mere jahaan kaa woh
parwardigaar aayaa
jab woh qareeb aayaa
apne se pyaar aayaa
hoyye
hadippa
hadippaa
loshhee
waahre dildaar baanke
tumpe main qurbaan shavvam
kochhe dildaar baanke
tumpe main qurbaan shavvam
laalaa ke jaan waai waai
tumpe main qurbaan shavvam
laalaa ke jaan waai waai
tumpe main qurbaan shavvam
tumpe qurbaan beimaan baanke yaar shavvam
tumpe qurbaan beimaan baanke yaar shavvam
gawaalan chattki mohe lagan lagi natkhat ki
gawaalan chattki mohe lagan lagi natkhat ki
main gwaalan chhattki mohe lagan lagi natkhat ki
itnaa toh bataa de mujhko
tu meraa kyaa laage re
tu meraa kyaa laage re
tu meraa kyaa laage re
gori ke chhote se dil mein
laakhon armaan jaage re
abhi se hai ye haal tumhaaraa
phir kyaa hogaa aagey
gawaalan chattki mohe lagan lagi natkhat ki
main gwaalan chhatki mohe lagan lagi natkhat ki
gawaalan chhatki mohe lagan lagi natkhat ki
mann mein kyun ye dard hai meetha
kyun naainaa sharmaaye re
kyun naainaa sharmaaye re
kyun naainaa sharmaaye re
milte hi koyee begaanaa
kyon apnaa bann jaaye re
naainon beech bhatak gayee gori
koyee raah dikhaaye
gawaalan chatki mohe lagan lagi natkhat ki
main gwaalan chatki mohe lagan lagi natkhat ki
gawaalan chatki mohe lagan lagi natkhat ki
June 24, 2019 at 12:55 pm
VIDEO
LikeLike