Aayi baaraat baaje gaaje se
Posted August 25, 2013
on:“Aawaaz” (1956) was a Mehboob Productions movie. It was directed by Zia Sarhadi. The movie had Rajendra Kumar, Nalini Jaywant, Usha Kiran, Zul Vellani, Anwar, N. Hussain, Mukri, Murad, Leela Chitnis, Jagdeep etc in it.
Six songs from this movie have been discussed in the past. Here is this seventh song from the movie. This song is a “Baaraat” song. It is sung by Rafi, Balbir and chorus. I am unable to recognise most faces in the picturisation though I can identify Rajendra Kumar and Usha Kiran. I request our knowledgeable readers to help identify the other actors.
Shailendra is the lyricist. Music is composed by Salil Chaudhary.
Audio
Video
Song-Aayi baaraat baaje gaaje se (Aawaaz)(1956) Singers-Rafi, Balbir, Lyrics-Shailendra, MD-Salil Chaudhary
Chorus
Lyrics
aayi baaraat baaje gaaje se ae
aayi baaraat baaje gaaje se
aayi baaraat baaje gaaje se ae
aayi baaraat baaje gaaje se
aayi baaraat baaje gaaje se ae
aayi baaraat baaje gaaje se
aayi baaraat baaje gaaje se ae
aayi baaraat baaje gaaje se
aaj mera dulha nahin kam kisi raaje se
aaj mera dulha nahin kam kisi raaje se
aayi baaraat baaje gaaje se
aayi baaraat baaje gaaje se
taaj bina maathhe pe shaan hai
dekh lo kaisi aan baan hai
taaj bina maathhe pe shaan hai
dekh lo kaisi aan baan hai
bina fauz ke jeet liya hai
bina fauz ke jeet liya hai
kisi ke dil ka jahaan
ho o
kisi ke dil ka jahaan
ho o
dhamaake se
dhoom dhadaake se
aayi baaraat baaje gaaje se
aaj mera dulha nahin kam kisi raaje se
aaj mera dulha nahin kam kisi raaje se
aayi baaraat baaje gaaje se
aayi baaraat baaje gaaje se
dhol ye taashe ek baar ke
saare tamaashe ek baar ke
dhol ye taashe ek baar ke
saare tamaashe ek baar ke
dooja dola uthhe usi din
dooja dola uthhe usi din
jab jaaye Ganga ke paar
ho o
jab jaaye Ganga ke paar
ho o
dhamaake se
dhoom dhadaake se
aayi baaraat baaje gaaje se
aaj mera dulha nahin kam kisi raaje se
aaj mera dulha nahin kam kisi raaje se
aayi baaraat baaje gaaje se
aayi baaraat baaje gaaje se
August 25, 2013 at 3:34 pm
I can identify a young looking Jagdeep(with Harmonium)Mukhri(with Shehnayee)Anwar Hussain (with Dholak)and Nazir Hussain in the song picturisation.
LikeLike