Man ke aangan mein aana sakhi ri
Posted November 14, 2013
on:This article is written by Sudhir, a fellow enthusiast of Hindi movie music and a regular contributor to this blog. This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
= = = = = = = = = = = = = =
The Voice of Mukesh #46
– – – – – – – – – – – – – – – – – – –
Wow, what a song this one is. I am hearing it for the first time, and it has just taken over my heart and mind. The composition seems to have an earthy simplicity that is just so endearing.
The film is ‘Preet Ka Geet’ from 1950, directed by Girish Trivedi. The main cast of actors includes Prem Adeeb, Sulochana Chatterjee, Shashikala, Gulab, Cuckoo, Shyam Sunder, Badri Prasad, Urvashi, Munshi Khanjar etc. The film has eleven songs, written by two poets – Kavi Pradeep and Premi. This song is from the pen of Premi. The music is by Shyam Babu Pathak.
A hidden gem of such wonder, I am surprised this has been hiding successfully so far. Enjoy.
Song-Man ke aangan mein aana sakhi ri (Preet Ka Geet)(1950) Singer-Mukesh, Lyrics-S K Prem, MD-Shyam Babu Pathak
Lyrics
mere mann ke aangan mein aana
mann ke aangan mein aana
sakhi ri
madhur madhur muskaana
muskuraana
mann ke aangan mein aana
main hoon preet ke jag ka baasi
meri ankhiyaan preet ki pyaasi
main hoon preet ke jag ka baasi
meri ankhiyaan preet ki pyaasi
in ki pyaas bujhaana
madhur muskaana
sakhi ri
mann ke aangan mein aana
mann ke aangan mein aana
sakhi ri
madhur madhur muskaana
muskuraana
mann ke aangan mein aana
mere praanon ho tum hi asha
mere geeton ki ho tum hi bhaasha
mere praanon ho tum hi asha
mere geeton ki ho tum hi bhaasha
chupke chupke ras barsaana
madhur muskaana
sakhi ri
mann ke aangan mein aana
mann ke aangan mein aana
sakhi ri
madhur madhur muskaana
muskuraana
mann ke aangan mein aana
tumko suron mein bhar ke main gaaunga
tumko suron mein bhar ke main gaaunga
taaron ko bhi sang sang main naach nachaaunga
naach nachaaunga
taaron ko bhi sang sang main naach nachaaunga
naach nachaaunga
preet ki been bajaana
madhur muskaana
sakhi ri
mann ke aangan mein aana
mann ke aangan mein aana
sakhi ri
madhur madhur muskaana
muskuraana
mann ke aangan mein aana
—————————————
Hindi script lyrics (Provided by Sudhir)
—————————————–
मेरे मन के आँगन में आना
मन के आँगन में आना
सखी री
मधुर मधुर मुसकाना
मुसकुराना
मन के आँगन में आना
मैं हूँ प्रीत के जग का बासी
मेरी अँखियाँ प्रीत की प्यासी
मैं हूँ प्रीत के जग का बासी
मेरी अँखियाँ प्रीत की प्यासी
इन की प्यास बुझाना
मधुर मुस्काना
सखी री
मन के आँगन में आना
मन के आँगन में आना
सखी री
मधुर मधुर मुसकाना
मुसकुराना
मन के आँगन में आना
मेरे प्राणों की हो तुम ही आशा
मेरे गीतों की हो तुम ही भाषा
मेरे प्राणों की हो तुम ही आशा
मेरे गीतों की हो तुम ही भाषा
चुपके चुपके रस बरसाना
मधुर मुस्काना
सखी री
मन के आँगन में आना
मन के आँगन में आना
सखी री
मधुर मधुर मुसकाना
मुसकुराना
मन के आँगन में आना
तुमको सुरों में भर के मैं गाऊँगा
तुमको सुरों में भर के मैं गाऊँगा
तारों को भी संग संग मैं नाच नचाऊंगा
नाच नचाऊंगा
तारों को भी संग संग मैं नाच नचाऊंगा
नाच नचाऊंगा
प्रीत की बीन बजाना
मधुर मुस्काना
सखी री
मन के आँगन में आना
मन के आँगन में आना
सखी री
मधुर मधुर मुसकाना
मुसकुराना
मन के आँगन में आना
October 20, 2016 at 3:56 pm
Atul ji, Sudhir ji
Please upload the audio/video once again.
Thanks.
LikeLike
October 20, 2016 at 4:04 pm
LikeLike
October 20, 2016 at 4:43 pm
Prakash ji,
Thanks a lot.
LikeLike