Dil ko bhaaya man ko bhaaya
Posted on: September 9, 2017
This article is meant to be posted in atulsongaday.me. If this article appears in sites like lyricstrans.com and ibollywoodsongs.com etc then it is piracy of the copyright content of atulsongaday.me and is a punishable offence under the existing laws.
“Deepak”(1951) was directed by Chandrashekhar for Ram Ganguly Productions, Bombay. this by now obscure movie had Prithviraj, Vijaylaxmi, Umesh Sharma, Arun Ganguly, Sajjan, Kamal Mehra, Shanti Madhok etc in it.
This movie had ten songs in it. One song from the movie has been covered in the past.
Here is the second song from “Deepak”(1951) to appear in the blog. This song is sung by Uma Devi. Madhukar Rajasthani is the lyricist. Music is composed by Ram Ganguly.
Only the audio of this song is available. Uma Devi had sung as many as five songs in this movie and so it appears that she had sung for the leading lady of this movie. I request our knowledgeable readers to throw light on the picturisation of this song.
I have not been able to get a few words right in the lyrics. I request our readers with keener ears to help fill in the blanks/ suggest corrections wherever applicable in the lyrics.
Audio
Song-Dil ko bhaaya man ko bhaaya (Deepak)(1951) Singer-Uma Devi, Lyrics-Madhukar Rajasthani, MD-Ram Ganguly
Lyrics
dil ko bhaaya
dil ko bhaaya
man ko bhaaya
jeewan hai muskaaya aa
dil ko bhaaya
man ko bhaaya
jeewan hai muskaaya
pyaar bhara aa aa
pyaar bhara
ye pyaar bhara sansaar niraala
sab kuchh kho ke paaya
ye pyaar bhara sansaar niraala
sab kuchh kho ke paaya aa
dil ko bhaaya
dil ko bhaaya
man ko bhaya
jeewan hai muskaaya aa
dil ko bhaaya
man chaahe kho jaana isme
tod sabhi duniya ki rasmein
man chaahe kho jana ismein
tod sabhi duniya ki rasmein
is ghar ke deepak se
maine ujiyaara hai paaya
is ghar ke deepak se
maine ujiyaara hai paaya aa
dil ko bhaaya
dil ko bhaaya
man ko bhaaya aa
jeewan hai muskaaya aa
dil ko bhaaya
ye madhuban n n n n n
ye madhuban hai mere kaam ka
yahaan ka dukh bhi mere kaam ka
mere kaam ka
yahi hai nadiya naiya toofaan
maanjhi saahil chhaaya
yahi hai nadiya naiya toofaan
maanjhi saahil chhaaya aa
dil ko bhaaya
dil ko bhaaya
man ko bhaaya
jeewan hai muskaaya aa
dil ko bhaaya
waar ?? main laakhon is pe
bhagwan ko maanoon jeevan ??
waar ?? main laakhon is pe
bhagwan ko maanoon jeevan ??
main na jaaun yahaan se uthhke
kandhhe jaaye kaaya
main na jaaun yahaan se uthhke
kandhhe jaaye kaaya aa aa
dil ko bhaaya
dil ko bhaaya
man ko bhaaya
jivan hai muskaaya
dil ko bhaaya




Leave a comment