Atul’s Song A Day- A choice collection of Hindi Film & Non-Film Songs

Tu mere saamne main tere saamne

Posted on: May 14, 2009


For those interested in cricket in general and IPL in particular, Shahrukh Khan and Juhi Chawla are the owners of the Kolkata Knight Riders (KKR) team. They came together in 2008 to buy this floundering team.

The first time the two came together was in a 1993 movie called “Darr” . There, SRK, then a newcomer plays a psychic who stalks Juhi Chawla throughtout the movie. He fantasizes about her all the time. And considering that it is a Bollywood movie, there must be asong about him fantasizing about her.

Yes, there is a song like this in the movie. This song is ” tu mere saamne main tere saamne”. In this song, SRK imagines Juhi Chawla singing a duet with him.

This song was written by Anand Bakshi and its music was composed by Shiv Hari. The song was sung by Udit Narayan and Lata.

Audio

Video

Song- Tu mere saamne main tere saamne (Darr 1993) Singers-Lata, Udit Narayan, Lyrics- Anand Bakshi , MD-Shiv Hari

Lyrics

tu mere saamne main tere saamne
tujhko dekhoon ke pyaar karoon
ye kaise ho gayaa, tu meri ho gayi
kaise main aitbaar karoon
tu mere saamne main tere saamne
tujhko dekhoon ke pyaar karoon
ye kaise ho gayaa, tu meri ho gayi
kaise main aitbaar karoon
tu mere saamne main tere saamne

aaa
oo
toot gayi toot ke main choor ho gayi
teri zid se mazboor ho gayi
toot gayi toot ke main choor ho gayi
teri zid se mazboor ho gayi
teraa jaadoo chal gayaa o jaadoogar
toot gayi toot ke main choor ho gayi
teri zid se mazboor ho gayi
tu mere saamne main tere saamne
tujhko dekhoon ke pyaar karoon
ye kaise ho gayaa, tu meri ho gayi
kaise main aitbaar karoon

teri zulfon se kheloongaa main
tujhko baahon mein le loongaa main
teri zulfon se kheloongaa main
tujhko baahon mein le loongaa main
dil to dete hain aashiq sabhi
jaan bhi tujhko de doongaa main
aaa
mere hothon ke gulaab maang le
meri aankhon se sharaab maang le
mere hothon ke gulaab maang le
meri aankhon ske sharaab maang le
tera jaadu chal ho gaya o jaadoogar
toot gayi toot ke main choor ho gayi
teri zid se mazboor ho gayi
tu mere saamne main tere saamne
tujhko dekhoon ke pyaar karoon
ye kaise ho gayaa, tu meri ho gayi
kaise main aitbaar karoon

aaa aaa
o o o
is kahaani ke sau saal hain
is jawaani ke sau saal hain
is kahaani ke sau saal hain
is jawaani ke sau saal hain
ye tere pyaar ke chaar pal
zindgaani ke sau saal hain
aaa
ek baar nahin sau baar kar le,
ji bhar ke tu mujhe pyaar karle
ek baar nahin sau baar kar le,
ji bhar ke tu mujhe pyaar karle
teraa jaadu chal gayaa o jaadoogar
toot gayi toot ke main choor ho gayi
teri zid se mazboor ho gayi
tu mere saamne main tere saamne
tujhko dekhoon ke pyaar karoon
ye kaise ho gayaa, tu meri ho gayi
kaise main aitbaar karoon
lalalala lalalala
lalalala lalalala

1 Response to "Tu mere saamne main tere saamne"

Thsi is realy differnt song written by lyricist.According to deeply Charectorision of charectors, Lyricist easily ng able to understand write.We are also understand how situation & what director wants to tell the story through the song. Song picturised in Yash Chopra’s famous shooting spot in the snowy green vallies of Swistzerland.
You can feel the music of Shiv-Hari like that it revolving in vallies. Magical words expressing tne story of charectors. Udit’s voice fits to Shahrukhs charector.He sungs very well.

Like

Leave a comment

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.

What is this blog all about

This blog discusses Bollywood songs of yesteryears. Every song has a brief description, followed by a video link, and complete lyrics of the song.

This is a labour of love, where “new” songs are added every day, and that has been the case for over FIFTEEN years. This blog has over 18300 song posts by now.

This blog is active and online for over 5000 days since its beginning on 19 july 2008.

Important Announcement

(© 2008 - 2024) atulsongaday.me The content of this site is copyrighted and it may not be reproduced elsewhere without prior consent from the site/ author of the content.

Total number of songs posts discussed

18347

Number of movies covered in the blog

Movies with all their songs covered =1431
Total Number of movies covered=4961

Total visits so far

  • 16,544,345 hits

Enter your email address to subscribe to this blog and receive notifications of new posts by email.

Join 2,008 other subscribers

Bookmark

Bookmark and Share

Category of songs

Current Visitors

Historical dates

Blog Start date: 19 july 2008

Active for more than 5000 days.

Archives

Stumble

visitors whereabouts

blogadda

blogcatalog

Music Blogs - BlogCatalog Blog Directory