Mil jul ke kaato ghareebi ke fande
Posted February 17, 2011
on:Here is an obscure song from an obscure movie. This song is a movie opening song in the sense that this song plays in the background as the creditss roll on the screen. And the credits roll on the screen rather interestingly too.
This song is sung by Indira Mirchandani and Hemant Kumar. I must confess that I had never heard of Indira Mirchandani. even the credits show her name in rather small prints in the list of playback singers.
Shailendra is the lyricist and Roshan composed the music. The words of the song are quite socialistic in its theme which exhorts public to fight unitedly against poverty and to share happiness and sorrows with each other.
Video
Audio
Song-Mil jul ke kaato ghareebi ke fande (Aagosh) (1953) Singers-Indira Mirchandani, Hemant Kumar, Lyrics-Shailendra, MD-Roshan
Lyrics
Miljul ke kaato ghareebi ke fande
miljul ke kaato re logon
dukh sukh
dukh sukh baanton re
miljul ke kaato ghareebi ke fande
miljul ke kaato re logon
dukh sukh
dukh sukh baanton re
hai sambhaalo
hai sambhaalo
hai sambhaalo
hai sambhaalo
hai sambhaalo
hai sambhaalo
hai sambhaalo
hai sambhaalo
hai sambhaalo
ho ho ho
ho ho ho
ho ho ho
ho ho ho
badi dayaawaan bhai
badi meherbaan hai
ham sab pe ye dharti maataa
dharti maataa
sone ki khaan
kahin gehoon kahin dhaan re
ham sab ki ye anndaataa
dharti mata
phir bhi ?? ke chale
phir bhi ?? ke chale
kaahe bhookh pyaas paley
dukh sukh baanto re
mil jul ke kaato ghareebi ke fande
miljul ke kaato re logon
dukh sukh
dukh sukh baanto re
jeewan ke saagar mein aayaa toofaan
aayaa toofaan aayaa
halchal mein hai aaj saaraa jahaan
??? ??
gham ki ghadi kab se khadi
milke isse kaato
gham ki ghadi kab se khadi
milke isse kaato re bhai
dukh sukh baanto re
mil jul ke kaato ghareebi ke fande
miljul ke kaato re logon
dukh sukh
dukh sukh baanto re
hai sambhaalo
hai sambhaalo
hai sambhaalo
hai sambhaalo
hai sambhaalo
hai sambhaalo
hai sambhaalo
hai sambhaalo
hai sambhaalo
hai sambhaalo
ho ho ho
ho ho ho
ho ho ho
ho ho ho
saagar se meghon se
parwat pe aake jhuke
barsi rimjhim jal ki dhaaraa
jal ki dhaaraa
nadiya jal bhar ke chali
saagar se ja ke mili
jal se mili jal ki dhaaraa
jal ki dhaaraa
jhuk jhoome gagan kahe
jhuk jhoome gagan kahe
ghoom ghoom pawan kahe
dukh sukh baanto re
mil jul ke kaato ghareebi ke fande
mil jul ke kaato
dukh sukh
dukh sukh baanton re
mil jul ke kaato ghareebi ke fande
mil jul ke kaato re
dukh sukh
dukh sukh baanton re
hai sambhaalo
hai sambhaalo
Leave a Reply