Babu bol kaisaa rokaa
Posted February 18, 2011
on:“Pyaase Panchhi” (1960) is a rather B grade movie where Mehmood was the hero opposite Ameeta. Going by the fact that Mehmood subsequently made his mark not as a hero but as a comedian, it appears to me that this movie may not have done well at the box office.
The songs of this movie were quite nice. I have already discussed two songs from this movie. Here is another song from this movie. This song is a duet sung by Geeta Dutt and Manna Dey. It is a light hearted song, where Ameeta pulls the leg of Mehmood (figuratively of course) and teases him.
Qamar Jalalabadi is the lyricist. Music is composed by Kalyanji Anandji.
This song, which I discovered only a few hours ago, is quite a gem. It deserves to be better known among music lovers.
Video
Song-Babu bol kaisaa rokaa (Pyaase Panchhi) (1960) Singers-Geeta Dutt, Manna Dey, Lyrics-Qamar Jalalabadi, MD-Kalyanji Anandji
Lyrics
Babu bol kaisaa rokaa
hamne dhoondhaa kaisaa maukaa
babu bol kaisaa rokaa
hamne dhoondhaa kaisaa maukaa
tum to chale thhe deke dhokhaa
shehri saanwre
bol kaisa roka
shehri saanwre
bol kaisa roka
ham to hain matwaale chhore
naina baanke dil ke korey
kaahe daale ham pe dorey
gaaon ki chhokri
kaahe daale dorey
gaaon ki chhokri
kaahe daale dorey
babu bol kaisaa rokaa
ho ho ho ho ho ho
ho ho ho ho ho ho
saajan kaisi aag lagaayi
aankh milaa kar neend churaayi
saajan kaisi aag lagaayi
aankh milaa kar neend churaayi
ho ho
gori yoon jo tu ghabraayi
ye ruk jaayegaa jaataa raahi
ruk ja o re tu saudaayi
hamse ye kaisi nithuraayi
dekho chhod ke na jaanaa
mera baanwre
bol kaisa roka
shehri saanwre
bol kaisa roka
ham to hain matwaale chhore
naina baanke dil ke korey
kaahe daale ham pe dorey
gaaon ki chhokri
kaahe daale dorey
gaaon ki chhokri
kaahe daale dorey
babu bol kaisaa rokaa
ho ho ho ho ho ho
ho ho ho ho ho ho
dil ki lagi ab dil ko lagi hai
pardesi ki preet buri hai
dil ki lagi ab dil ko lagi hai
pardesi ki preet buri hai
ho ho
mil ke bichhadna
phir mil jaanaa
preet ki gori reet yahi hai
jab jab yaad tumhe ham aaye
karna milne ki duaayen
phir se laut ke aanaa
o mere saanwre
bol kaisa roka
shehri saanwre
bol kaisa roka
ham to hain matwaale chhore
naina baanke dil ke korey
kaahe daale ham pe dorey
gaaon ki chhokri
kaahe daale dorey
gaaon ki chhokri
kaahe daale dorey
babu bol kaisaa rokaa
hamne dhoondhaa kaisaa maukaa
tum to chale thhe deke dhokhaa
shehri saanwre
bol kaisa roka
shehri saanwre
bol kaisa roka
babu bol kaisa rokaa
Leave a Reply