Ham ishq mein barbaad hain barbaad rahenge
Posted January 7, 2012
on:Here is yet another “How come this song was not posted earlier” category of song. this song is from “Aankhen” (1950) which was a Shekhar, Nalini Jaiwant starrer.
This song is sung by Rafi. Raja Mehdi Ali Khan is the lyricist. Madan Mohan, who made his debut as a music director with this movie, composed the music.
Lyrics of this song wer sent to me by nahm.
Audio
Video
Song-Ham ishq mein barbaad hain (Aankhen)(1950) Singer-Rafi, Lyrics-Raja Mehdi Ali Khan, MD-Madan Mohan
Lyrics(Provided by nahm)
ham ishq mein barbaad hain
barbaad rahenge
dil royegaa tere liye
aansoo na bahenge
ham barbaad rahenge
ham barbaad rahenge
seene mein chhupaa rakkhenge
ham raaz-e-mohabbat
ham raaz-e-mohabbat
aye jaan-e-mohabbat tujhe
ruswaa na karenge
ham barbaad rahenge
ham barbaad rahenge
ham ishq mein barbaad hain
barbaad rahenge
dil royegaa tere liye
aansoo na bahenge
ham barbaad rahenge
ham barbaad rahenge
qismat se shikaayat hai
gilaa tujh se nahin hai
gilaa tujh se nahin hai
toone jo diya dard
wo hans hans ke sahenge
ham barbaad rahenge
ham barbaad rahenge
ham ishq mein barbaad hain
barbaad rahenge
dil royegaa tere liye
aansoo na bahenge
ham barbaad rahenge
ham barbaad rahenge
dhoondengi na ab tujh ko
yeh be-noor nigaahen
yeh be-noor nigaahen
tu saamne bhi aaye
to dekhaa na karenge
ham barbaad rahenge
ham barbaad rahenge
ham ishq mein barbaad hain
barbaad rahenge
dil royegaa tere liye
aansoo na bahenge
ham barbaad rahenge
ham barbaad rahenge
January 9, 2012 at 6:24 pm
VIDEO IS AVAILABLE.
EVEN I HAVE.
LikeLike