Aaja re aajaa na sata re piya
Posted August 23, 2012
on:“Chhoomantar” (1956) was a Sadiq Production movie. It was produced and directed by M Sadiq. The movie had Shyama, Karan Dewan, Jagirdar, S. Banerjee, Raj Mehra, Amar, Anita Guha, Johnny Walker etc in it.
As many as six songs from this movie have been discussed in the past. Here is another song from this movie.
This song is sung by Asha Bhonsle. It is picturised on Anita Guha with a few others also visible in the picturisation. I can only identify Johny Walker among them. I request our knowledgeable readers to help identify the others.
Jaan Nisaar Akhtar is the lyricist. Music is composed by O P Nayyar.
Audio
Video
Song-aaja re aajaa na sata re piya (Chhoomantar)(1956) Singer-Asha Bhonsle, Lyrics-Jaan Nisaar Akhtar, MD-O P Nayyar
Chorus
Lyrics
aaja re aajaa
na sata re piya
na jala re jiya
aaja
main hoon deewaani tere pyaar ki
aaja re aajaa
na sata re piya
aaa aaa
na jala re jiya
aaja
main hoon deewaani tere pyaar ki
chori chori aaja
hamaare angna
gori gori bainyya
pukaaren saajnaa
chori chori aaja
hamaare angna
gori gori bainyya
pukaaren saajnaa
ho o o
din hain bahaar ke
tere intezaar ke
kahoon main pukaar ke
aa bhi jaa aa bhi jaa
aaja re aa jaa
na sataa re piya
na jala re jiya
aaja main hoon deewaani tere pyaar ki
aaja re aajaa
na sata re piya
aaa aaa
na jala re jiya
aaja
main hoon deewaani tere pyaar ki
jaadoogar ne jaadoo daala
kaisa matwaala
kaisa matwaala
aaa aaa
dil ki apni baat jaane
koi dilwaala
aa
koi dilwaala
ho o o
din hain bahaar ke
tere intezaar ke
kahoon main pukaar ke
aaa bhi jaa aa bhi jaa
aaja re aajaa
na sata re piya
na jala re jiya
aaja
main hoon deewaani tere pyaar ki
aaja re aajaa
na sata re piya
aaa aaa
na jala re jiya
aaja
main hoon deewaani tere pyaar ki
piya kahoon kaise
kahaa na jaaye re
ghadi ghadi dil pe
nasha sa chhaaye re
piya kahoon kaise
kahaa na jaaye re
ghadi ghadi dil pe
nasha sa chhaaye re
o o
din hain bahaar ke
tere intezaar ke
kahoon main pukaar ke
aa bhi jaa
aa bhi jaa
aaja re aa jaa
na sataa re piya
na jala re jiya
aaja
main hoon deewaani tere pyaar ki
aaja re aajaa
na sata re piya
aaa aaa
na jala re jiya
aaja
main hoon deewaani tere pyaar ki
Leave a Reply