Haathon se hazaamat kahin baaton se hazaamat
Posted March 6, 2013
on:“Khuda Ka Banda” (1957) was a Chitra Bharati presentation. It was directed by Chaturbhuj Doshi. The movie had Chandrashekhar, Krishna Kumari, Tiwari, Krishna Kumari, Ratnamala, Iswarilal, Maruti, Roopmala, Moni Chatterji, Ram Singh, Kamal Kapoor, Gope, Kanhaiyalal, Amirbai Karnataki, Maya Das, Jagdish Kamal, Azim, Parshuram, Pandit Iqbal etc in it.
This movie had some wonderful songs of different genre. As many as five songs from this movie have been discussed in the past.
Here is a light hearted comedy song from this movie. The song is sung by Rafi with gusto. The picturisation shows a jailbird (I am unable to identify him) lip syncing this song with the jail guards looking on.
The lyrics of the song are written by Shewan Rizvi. The words may seem light hearted but one tends to agree with the lyrics. In life, one does find people trying to take other people for a ride if they can get away with it.
S N Triptahi is the lyricist.
Lyrics of this song were sent to me by Nitin Shah.
Song-Haathon se hazaamat kahin baaton se hazaamat (Khuda Ka Banda)(1957) Singer-Rafi, Lyrics-Shewan Rizvi, MD-S N Tripathi
Lyrics(Provided by Nitin Shah)
haathon se hazaamat kahin baaton se hazaamat
baaton se hazaamat kahin haathon se hazamat
ik doosre ki sab yahaan karte hai hazaamat
aeji karte hain hazaamat
haathon se hazaamat kahin baaton se hazaamat
ik doosre ki sab yahaan karte hain hazaamat
aeji karte hain hazaamat
insaan ko insaan yahaan moond raha hai
tarqeeb galaa kaatne ki dhoondh raha hai
aadi kabhi seedhi to kabhi ulti hazaamat
aadi kabhi seedhi to kabhi ulti hazaamat
ik doosre ki sab yahaan karte hain hazaamat
aeji karte hai hazaamat….hahaha
haathon se hazaamat kahin baaton se hazaamat
ik doosre ki sab yahaan karte hain hazamat
aeji karte hai hazaamat
susra kare daamaad ki
aur baap ki beta
o kare baap ki beta
maska kahin palish
kahin saabun ka lapeta
kahin saabun ka lapeta
upar se karen pyaar to
andar se hazaamat
upar se karen pyaar to
andar se hazaamat
ik doosre ki sab yahaan karte hain hazaamat
aeji karte hain hazaamat
haathon se hazaamat kahin baaton se hazaamat
ik doosre ki sab yahaan karte hain hazaamat
aeji karte hai hazaamat
maashooq kare aashiq e naashaad ka sar saaf
mauka miley to yaar karey yaar ka ghar saaf
karey yaar ka ghar saaf
ulfat mein safaaya hai mohabbat mein hazaamat
ulfat mein safaaya hai mohabbat mein hazaamat
ik doosre ki sab yahaan karte hain hazamat
aeji karte hain hazaamat
haathon se hazaamat kahin baaton se hazaamat
ik doosre ki sab yahaan karte hain hazaamat
aeji karte hain hazaamat
March 6, 2013 at 10:49 am
Now only the last song is remaining-
Besaharon ka zamane mein….. Singer not known
-AD
LikeLike