Bahaar aane ko hai
Posted April 17, 2013
on:“Sultaan e Aalam” (1956) was produced by H P Mehra. The movie had Mahipal, Chitra, Heeralal, Kuldip Kaur etc in it.
Here is a rare song from this obscure movie. This song is sung by Mukesh. Tanveer Naqvi is the lyricist. Music is composed by S Mohinder.
Little is known about this movie. I request our knowledgeable readers to tell us more about this movie including the picturisation of this song.
Lyrics of this song were sent to me by Avinash Scrapwala.
Song-Bahaar aane ko hai (Sultaan e Aalam)(1956) Singer-Mukesh, Lyrics-Tanveer Naqvi, MD-S Mohinder
Chorus
Mukesh +Chorus
Lyrics(Provided by Avinash Scrapwala)
Bahaar aane ko hai
ab rang badlega
zamaane ka
ke maine khwaab dekha hai
kafas mein ae ae
aashiyaane ka
girengi bijliyaan kab tak
jalenge aashiyaan kab tak
meri taqdeer ka maalik
rahega aasmaan kab tak
girengi bijliyaan kab tak
jalenge aashiyaan kab tak
kahaan tak zulm dhhaayega
aa aa aa
aa aa aa
aa aa aa aa
kahaan tak zulm dhaayega
hansi gham ki udaayega
hansi gham ki udaayega
teri magrooriyaan kab tak
meri majbooriyaan kab tak
girengi bijliyaan kab tak
jalenge aashiyaan kab tak
jalaa kar aashiyaan mera
aa aa aa
aa aa aa
aa aa aa aa
jalaa kar aashiyaan mera
mitaata hai nishaan mera
mitaata hai nishaan mera
tera naam o nishaan kab tak
rahegi chup zabaan kab tak
girengi bijliyaan kab tak
jalenge aashiyaan kab tak
pighal jaayengi zanjeerein
aa aa aa
aa aa aa
aa aa aa aa
pighal jaayengi zanjeerein
badal jaayengi taqdeerein
badal jaayengi taqdeerein
na badlega jahaan kab tak
sitam ki daastaan kab tak
girengi bijliyaan kab tak
jalenge aashiyaan kab tak
meri taqdeer ka maalik
rahega aasmaan kab tak
girengi bijliyaan kab tak
jalenge aashiyaan kab tak
April 17, 2013 at 6:27 pm
Atulji, kahaan se aap aise puraane aur durlabh gaane dhoond nikaalte hain!! Bahut bahut shukriya.
LikeLike
April 19, 2013 at 4:12 pm
thanks for your appreciationa and feedback Sir !
LikeLike