Ye kaali raat kaali
Posted April 27, 2013
on:“Upkaar” (1967) was a Vishal Pictures Production. It was produced and directed by Manoj Kumar. The movie had Manoj Kumar, Asha Parekh, Sunder, Aruna Irani, Prem Chopra, Pran, Kamini Kaushal, David Abraham, Kanhaiyalal, Madan Puri, Manmohan, Manmohan Krishna, Asit Sen, Mohan Choti, Krishna, Gulshan Bawra, Shammi, Carolyne King etc in it.
Five songs from this movie have been discussed in the past. Here is the sixth song from this movie. This background song is sung by Rafi and it laments at the sad state of affairs in the country where prices of commodities are high but moral values are low .
Indeewar is the lyricist. Music is composed by Kalyanji Anandji.
Lyrics of this song were sent to me by Khyati Bhatt.
Audio
Video
Song-Ye kaali raat kaali (Upkaar)(1967) Singer-Rafi, Lyrics-Indeewar, MD-Kalyanji Anandji
Lyrics(Provided by Khyati Bhatt)
kaali ee
ye kaali raat kaali
hai kaali raat ki har baat kaali
hai kaali raat ki har baat kaali
hai kaali raat ki har baat kaali
aksar tan dhakne ki khaatir
khud tan hi bikne lagtaa hai
koi pet paalne niklaa to
koi pet mein palne lagta hai
menhgaayi badhaane waalon se
ye bhookhe farishte poochhte hain
aur anaaj dabaane waalon se
ye bhookhe farishte poochhte hain
ye haal rahaa to duniyaa mein
Bharat ki kahaani kyaa hogi
jis desh ka bachpan bhookha ho
jis desh ka bachpan bhookha ho
phir uski jawaani kya hogi
phir uski jawaani kya hogi
hahahahaha
ye kaisi ye kaisi raat kaisi
ye kaisi ye kaisi raat kaisi
ye badhti jaa rahi hai baat kaisi
ye kaisi ye kaisi raat kaisi
raakhi sulgi ee
sindoor jaley ae
soya hai koyi ee ee ee
sholon ke taley
is tarah jalaa aa
koi zindaa aa
lo maut huyi hai ae ae ae
sharminda
dharti arthi ban jaati hai
jab jab baarood pighalti hai
lagti hai kisi maa ke dil par
seema pe jo goli chalti hai
insaan ko kaun ladaataa hai
kyun jang abhi tak jaari hai
laashen jo khareeda karta hai ae ae
laashen jo khareeda karta hai ae ae
wo kaun aisa vyaapaari hai
wo kaun aisa vyaapaari hai
5 Responses to "Ye kaali raat kaali"

Atul ji
In fact “Gulaabi gulaabi raat gulaabi(asha)” and “kaali kaali ye raat(rafi)” are 2 parts of the single song(and in between some dialogues by unidentified voice),If you want the lyrics of full song(i.e, 2 parts) you can refer to the email sent by me on 23rd February 2013.
LikeLike


Sir, Lyrics by ‘tag’ needs to be corrected (or the write up), as the write up mentiones Khyatiji’s name for contributing the same. Kindly check pls.
LikeLike


Thanks PC Sir for providing full lyrics
Feel the depth of philosophical thinking and height of poetry. Hats off to Indeevar
aksar tan dhakne ki khaatir
khud tan hi bikne lagta hai
koi pet paalne nikla to
koi pet mein palne lagta hai
And more than half of the century passed when these lines were written, seems more pertinent for today’s culture and environment.
logon ke paas tann dhakne ko kapdaa nahin
aur inhein tann dhakne kaa shaukh nahin
LikeLike

April 27, 2013 at 5:52 pm
there are some missing lines in the song:
gulaabi raat ke saaye tale
inn masoom bachchon ki raat
kitni bhayanak hai
kitni kaali hai
kaali
ye kaali raat kaali
hai kaali raat ki har baat kaali
hai kaali raat ki har baat kaali
hai kaali raat ki har baat kaali
aksar tann dhakne ki khathir
khud tann hi bikne lagthaa hai
koyee pet paalne niklaa toh
koyee pet mein palne lagthaa hai
mehangaayee badhaanewaalon se
yeh bhookhe farishte poochhthe hain
aur anaaj dabaanewaalon se
yeh bhookhe farishthe poochhthe hain
ye haal rahaa toh duniyaa mein
bharat ki kahaani kyaa hogi
jiss desh ka bachpan bhookhaa ho
jiss desh ka bachpan bhookhaa ho
phir usski jawaani kyaa hogi
phir usski jawaani kyaa hogi
haaaaa..hhaaa…hhaaaaa…haaaaaa….hhaaaahhhaaa
jab bhi desh ki baat hothi hai
aisse log mazaak mein udaa dethe hain
yeh log jo peete hain
woh sharaab nahin
ann-ginnath logon kaa khoon hai
aur aaj jab bachche bhookh se bilakthe hain toh
aisse log anaaj paanv tale kuchhalthe hain
aisse phool innke haathon kuchhle jaathe hain
massle jaathe hain (continued)
—3—
logon ke paas tann dhakne ko kapdaa nahin
aur inhein tann dhakne kaa shaukh nahin
ye gulaabi raatwaale kaali raat ke zimmedaar hai
shabaab aur sharaab ke nashe mein chhoor
makammal ke bistar par sonewaale
itnaa bhi nahin sochthe
ke aaj inhiki rakshaa ke liye
innke apne bhaai
ye kaisee ye kaisee raat kaisee
ye kaisee ye kaisee raat kaisee
ye badhthi jaa rahi hai baat kaisee
ye kaisee ye kaisee raat kaisee
raakhi sulgi
sindhoor jale
soyaa hai koyee
sholon ke tale
iss tarhaa jalaa
koyee zindaa
lo maut huyee hai
sharmindaa
dharthi arthi bann jaathi hai
jab jab barood pighalthi hai
lagthi hai kissee maa ke dil par
seemaa pe jo goli chalthi hai
insaan ko kaun ladaathaa hai
kyon jung abhi tak jaari hai
laashein jo kharidaa karthaa hai
laashein jo kharidaa karthaa hai
woh kaun aissaa vyaapaari hai
woh kaun aissaa vyaapaari hai
LikeLike